У нас вы можете посмотреть бесплатно यीशु मसीह ने मरियम को छूने से मना क्यों किया? | main Abhi pita ke pass nhi gya ? или скачать в максимальном доступном качестве, видео которое было загружено на ютуб. Для загрузки выберите вариант из формы ниже:
Если кнопки скачивания не
загрузились
НАЖМИТЕ ЗДЕСЬ или обновите страницу
Если возникают проблемы со скачиванием видео, пожалуйста напишите в поддержку по адресу внизу
страницы.
Спасибо за использование сервиса ClipSaver.ru
Yeshu Masih ne Maryam Magdalene se kaha: यीशु ने उस से कहा, मुझे मत छू क्योंकि मैं अब तक पिता के पास ऊपर नहीं गया, [यूहन्ना 20:17] लेकिन sawal yeh hai: 👉 Yeshu Masih ne Maryam ko chune se mana kyu kiya? 👉 “Main abhi pita ke paas nahi gaya” ka asli matlab kya hai? 👉 Kya Yeshu ko chuna paap tha? 👉 Mou Haptou (Greek word) ka real arth kya kehta hai? Is video mein hum Bible ke vachan ke dwara samjhenge: ✔ Greek shabd “Μή μου ἅπτου (Mou Haptou)” ka sach ✔ Yeshu Masih ka swargarohan se pehle ka sandesh ✔ Maryam Magdalene ka role aur uska vishwas ✔ Yeshu ka mahayajak roop aur pita ke paas jana Yeh video sirf kahani nahi, 👉 Yeh ek *aatmik gyaan* aur *gehra Bible satya* hai jo har vishwasi ko samajhna chahiye। 📖 Bible Reference: यूहन्ना 20:16–17 इब्रानियों 9:11–12 Agar aap Bible ke gehre rahasyon ko samajhna chahte hain, toh video ko poora dekhein, like karein aur share karein। 🙏 Prabhu Yeshu Masih aapko ashirvad de। Khara Updesh – Parmeshwar ke vachan ka bina milawat sandesh. Aaj ke samay me jab satya ko badla ja raha hai, yeh channel Bible ke asli updesh ko prakat karta hai. Yahan hum: 🔥 Bible ke kathin aur gahre vachan samjhte hain 🔥 Jhooth aur satya ka bhed karte hain 🔥 Yeshu Masih ke marg par chalna seekhte hain Yeh channel sirf sunne ke liye nahi, balki jeevan badalne ke liye hai. Subscribe karein aur satya ke saath bane rahein ✝️ Cylinder Five by Chris Zabriskie is licensed under a Creative Commons Attribution 4.0 licence. https://creativecommons.org/licenses/... Source: http://chriszabriskie.com/cylinders/ Artist: http://chriszabriskie.com/ Dark Walk by Kevin MacLeod is licensed under a Creative Commons Attribution 4.0 licence. https://creativecommons.org/licenses/... Source: http://incompetech.com/music/royalty-... Artist: http://incompetech.com/ #bibletruth #YeshuMasih #bibletruth #JesusHindi