У нас вы можете посмотреть бесплатно Jagannath Puri Full Experience | Darshan, Mahima & Dil Se Vidaai(148/365) Chaitalipatel 2026 или скачать в максимальном доступном качестве, видео которое было загружено на ютуб. Для загрузки выберите вариант из формы ниже:
Если кнопки скачивания не
загрузились
НАЖМИТЕ ЗДЕСЬ или обновите страницу
Если возникают проблемы со скачиванием видео, пожалуйста напишите в поддержку по адресу внизу
страницы.
Спасибо за использование сервиса ClipSaver.ru
RADHE RADHE 🙏 Aaj ka vlog humari Jagannath Puri Yatra ka last day hai aur honestly… ye din dil ko chhoo gaya 🤍 Subah sabse pehle humne Jagannath Temple ke darshan kiye 🙏 Bhagwan Jagannath ji ko itni karib se dekh kar main bohot emotional ho gayi 😭 Aisa laga jaise sab kuch wahi chhod kar ja rahe hoon… Uske baad humne ek guide ki madad se mandir ki poori mahima aur kahaniyan suni, jo experience ko aur bhi special bana gaya ✨ Hum mandir ke prasiddh kitchen mein gaye, jahan itne saare log milkar Balabhadra, Subhadra aur Jagannath ji ke liye seva kar rahe the 🙏 Uske baad humne Vimala Shakti Peeth ke darshan kiye, jo ek pavitra Shakti Peeth mana jaata hai 🤍 Mandir ki seedhiyon par birajmaan Yamraj ji, aur Hanuman ji ka mandir — jo Jagannath ji ki dekh-rekh karte hain — unki mahima sach mein adbhut hai 🙏 Thodi si shopping to banti hi hai 😄 aur phir hum gaye apne favourite naashta spot par, jahan hum 3 din se lagataar khana kha rahe the kyunki wahan ka khana hume bohot pasand aa gaya tha ❤️ Aaj Puri mein humara last day tha, aur iss pavitra bhoomi par aake jo sukoon, shanti aur blessings mili hain… unhe shabdon mein bayaan karna mushkil hai ✨ Ab hum railway station par hain, train ka wait kar rahe hain… lekin dil yahin Jagannath ji ke paas chhod kar ja rahe hain 🤍 Jai Jagannath 🙏 #JagannathPuri #JagannathDarshan #PuriYatra #BlessedJourney #JaiJagannath