У нас вы можете посмотреть бесплатно Mahabharat Rap feat. WOKAL| Full story | Arjun | Krishna | Bhajan | rap song | Full Episode или скачать в максимальном доступном качестве, видео которое было загружено на ютуб. Для загрузки выберите вариант из формы ниже:
Если кнопки скачивания не
загрузились
НАЖМИТЕ ЗДЕСЬ или обновите страницу
Если возникают проблемы со скачиванием видео, пожалуйста напишите в поддержку по адресу внизу
страницы.
Спасибо за использование сервиса ClipSaver.ru
Mahabharat story telling in unique rhyming way spotify link https://open.spotify.com/track/16D2xZ... below are my other songs Mere bholenath • Mere Bholenath Rap | feat. Wokal | Ar... Kadwa Sach • Kadwa Sach | feat. WOKAL| Official Mu... PAPA ki Pari • Papa Ki Pari Feat. @Yoana04 (Wokal) L... Rap and Lyrics by Wokal contact num 8447606062 / tanwar04 Insta Id : / wokaltanwar Singer : Mr Chand Kumar Music Producer-Rohit Raja Recorded at -CSKR Studio Amit Tanwar aka Wokal presents you unique #Mahabharatrap #wokal #geetasaar #pandav #mahabharat #mahabharatrap #mahabharatrapsong #karna #bheesm #duryodhan #arjun #krishna #abbyviral #kaviamitsharma #amitsharma The Mahabharata is an ancient Indian epic where the main story revolves around two branches of a family - the Pandavas and Kauravas - who, in the Kurukshetra War, battle for the throne of Hastinapura. This is an attempt to narrate a story in rhyming way All copyright belongs to Wokal (amit tanwar) LYRICS 1. Sataya asatya kalesh kalank Dwapar yug ki kahani ye Hastinapur mein beeta jo Vo saamne sabke laani hai 2. 100 putra gandhari ke Aur Kunti ko 6 ka vardaan Kuch pandav keh laaye aur Baki ko mila kaurav ka naam 3. Duryodhan ko yojna aayi Bhojan mein fir vish tha milaya Bheem ko marne ki vansha thi baal bhi baakan na ho paya 4. Aayojit hui aisi sabha Sab veer hue the jama vahan Bheem ne jo fir GADA ghumaya Sammohit tha sara sama 5. jaati kul sammaan ko lekar Kaushal ka dene pramaad Karna ne arjun ko lalkaara Soot putra ko mili pehchaan 6. Aisa fir chadyantra racha jo Pandu vansh ka ant kare Bacha liya par vidur ne unko Pandav van prashtaan kare 7. Fir aisa sandesha aya Nyota jo swayavar ka laya Hodd machi thi veero ki par Arjun ka parcham lehraya 8. Bhrata aur patni sahit Ghar ab vo laut chale Bin dekhe mata ne kaha vo shabd bhi dil ko bhed chale 9. Shakuni ka prapanch suno Paaso ko feka jaal buna Dharmraaj kuch samajh na paya Raj paath sang maan gawaya 10. Dushasan ka du saahhas dekho.. Kesh pakad draupadi ko laya Purkhon ko kalankit karke Na dekh saka govind ki maya 11. Bheem ne fir li pratigya Duryodhan jaangha main todunga.... Lahu ko fir dushaashan ke Main Dhad se alag nichodunga 12. Bara saal vo beet chale Aur 13va tha agyaatvaas Dhvani suni gandeev ki Aur yudh ka hua abhaas 13. Krishna ki Sena kaurav ki Khud Krishna chale arjun ke sang Fir yudh chida aur jahan bhi Dekha charo or lahu ka rang 14. Arjun k mann mein shanka thi Kaise unpe prahaar kare Geeta ka usko saar sikhaya adharm ka vo sanghaar kare 15. Yudh ka aya pehla din Teero ki varsha hone lagi bheesm jo aaye rath pe toh Pandu sena bhi dhvasth lagi 16. Duja din jab yudh ka aya Arjun ne kaushal dikhlya Shashtro ki takraar hui aur Bheesm na aage bad paya 17. Vardaan mila tha mrityu bhi icha se ho Par Shastra uthe na saamne jab shikhandi ho Khud apna hi raaz bataya...... 18. maut ko fir khud gale lagaya..... Arjun Teero se shaiyaa bani Pyaas lagi pitamah ko toh Vo bhi arjun se hi bujhi 19. Jisko koi tod sake na, Asie vyuh ki rachna kar di Todd diya ek balak ne uss Abhimanyi ki hatya kardi 20. Kaisa inka hath hai Aur kaisa inka hai ye dhram Ik taraf jalti hai chita Aur duji or chalni hai badan 21. Yudh hua dekha vo aisa bheesan teer chala aur duja aaya Karan jo rath se utra toh Ik Teer hriday ko cheer aaya 22. Hua Sarvnaash tha chaaro or Ab vinash tha chaaro or Dhad sar se alag ab girne lage Adharmi sab ab marne lage Dritrashtea 100 putro ki sankhya ab kam hone lage 23. Shakuni ka bhi ant hua aur tha ab vadh dushaasan ka uske seene ko cheer diya Ab lahu ke sang shavaasan tha 24. Duvidha mein duryoudhan tha Jeet ka koi asaar nahi Yudh mein kaise vijay mile Jeevan ka bass adhaar yahi 25. Vajra ka uska kavach mila Par jhangha mein kamzori thi Matra prem aur shiv avaahan Se shakti batori thi 26. Ek shishya balram ka tha Aur duje sang thi krishna ki maya fir kapann mehsoos hui jo In dono ke gada se aya 27. Do yodha ka bal takraya Bhim laga tha kuch asahaya Dekha jab murli ne toh Ishaaro mein tha kuch samjhaya 28. samajh ke uss ishaare ko... Jab gada bheem ne mara vo Duryodhan jhangha toot gayi na uth paya dobara vo...... 29. Adarmiyon ka vinassh hua Ant meim dharm bhi jeet gaya Dwaper yug bhi beet gaya.... Aur kalyug ka arambh hua Aur ye mahabharat ki kahani Aur ab kalyaug mein vishnu bhagwaan kalki ka avataar lekar ayenge Chalo chalo ab so jao Good night #mahabharatkatha #sampurnamahabharat #krishna #bhajan #ramayanrap #wokaltanwar #bhaktisong #rapsong #arjun #duryodhan #bheem #brchopra #krishnakatha #sampoornaramayan #ramkatha #geetasaar #geeta #carryminati #rapbattle #mahabharatrapbattle #mahabharatbattle #bheesm #karn #karnrap #karnrapsong #hindu #hindutva #hindudharm #mythologyrap #hindudharmrap