У нас вы можете посмотреть бесплатно Wazarat ki Taraf se Shandaar Tohfay aur Nayye Iqdamaat | hajj 2026 presentation phase 1 tarbiyet 1 или скачать в максимальном доступном качестве, видео которое было загружено на ютуб. Для загрузки выберите вариант из формы ниже:
Если кнопки скачивания не
загрузились
НАЖМИТЕ ЗДЕСЬ или обновите страницу
Если возникают проблемы со скачиванием видео, пожалуйста напишите в поддержку по адресу внизу
страницы.
Спасибо за использование сервиса ClipSaver.ru
#ilmkakhazana #hajj #umrah #hajjkatarika #hajjinfo how to perform Hajj In this video, we will talk about the initial preparations for Hajj 2026 and the essential features of the Pak Hajj App. Understand your registration and biometric method as per the training given by the Ministry of Religious Affairs. 📑 Hajj 2026 ki pehli training video mein khush-amdeed! Is video mein hum Ministry of Religious Affairs (MoRA) ke nayye iqdamaat aur aazmeen ko milne wali 'Hajj Kit' ki mukammal tafseel share karenge. Safar-e-Hajj ko asaan banane ke liye digital tools ka istemal kaise karein, jaan-ne ke liye puri video dekhein. Hajj 2026 news update ke mutabiq muqaddas safar shuru hone ko hai. Wazarat-e-Mazhabi Amoore ne aapki asani ke liye shandaar intezamat kiye hain." "Sabse pehle baat karte hain un tohfon ki jo wazarat ki taraf se aapko diye jayenge. Ise 'Hajj Kit' kaha jata hai." "Aapko milega ek mazboot Trolley Bag, jis mein aap 25 kilo tak apna zaroori saman rakh sakte hain." "Sath hi, ek Hand Bag (7kg) safar ke liye aur ek makhsoos Mina Bag bhi diya jayega jo ayyam-e-hajj mein aapka sathi hoga." "Khawateen aazmeen ke liye makhsoos Scarves aur digar zaroori ashya bhi is kit ka hissa hain." Aur sabse badi asani! Aapko Pakistan hi mein Free Saudi SIM Card de diya jayega, taake wahan pahunchte hi aap apne ghar walon se rabta kar sakein." "Lekin ye toh sirf shuruat hai! In cheezon ko hasil karne ke liye Pak Hajj App par biometric kaise karni hai? Dekhiye hamari agli video mein." Jab ke pichley salon ki in videos se bhi istafada hasil kiya ja sakta hai. Relevant videos: Biometric ka tarika:- • Biometric for hajj | How to use Saudi Visa... Biometric kese karen:- • How to use #Saudi #Visa #Bio App for #Paki... #Hajj2026 #HajjTraining #PakHajjApp #HajjGuidePakistan #HajjPreparation #MinistryOfReligiousAffairs