• ClipSaver
  • dtub.ru
ClipSaver
Русские видео
  • Смешные видео
  • Приколы
  • Обзоры
  • Новости
  • Тесты
  • Спорт
  • Любовь
  • Музыка
  • Разное
Сейчас в тренде
  • Фейгин лайф
  • Три кота
  • Самвел адамян
  • А4 ютуб
  • скачать бит
  • гитара с нуля
Иностранные видео
  • Funny Babies
  • Funny Sports
  • Funny Animals
  • Funny Pranks
  • Funny Magic
  • Funny Vines
  • Funny Virals
  • Funny K-Pop

Charismatic Director Whose history No One Can Repeat скачать в хорошем качестве

Charismatic Director Whose history No One Can Repeat 3 года назад

скачать видео

скачать mp3

скачать mp4

поделиться

телефон с камерой

телефон с видео

бесплатно

загрузить,

Не удается загрузить Youtube-плеер. Проверьте блокировку Youtube в вашей сети.
Повторяем попытку...
Charismatic Director Whose  history No One Can Repeat
  • Поделиться ВК
  • Поделиться в ОК
  •  
  •  


Скачать видео с ютуб по ссылке или смотреть без блокировок на сайте: Charismatic Director Whose history No One Can Repeat в качестве 4k

У нас вы можете посмотреть бесплатно Charismatic Director Whose history No One Can Repeat или скачать в максимальном доступном качестве, видео которое было загружено на ютуб. Для загрузки выберите вариант из формы ниже:

  • Информация по загрузке:

Скачать mp3 с ютуба отдельным файлом. Бесплатный рингтон Charismatic Director Whose history No One Can Repeat в формате MP3:


Если кнопки скачивания не загрузились НАЖМИТЕ ЗДЕСЬ или обновите страницу
Если возникают проблемы со скачиванием видео, пожалуйста напишите в поддержку по адресу внизу страницы.
Спасибо за использование сервиса ClipSaver.ru



Charismatic Director Whose history No One Can Repeat

Charismatic Director Whose history No One Can Repeat , करिश्माई निर्देशक जिसके इतिहास को कोई दोहरा न सका 'Marte to Roj Hai Log yahan..Lekin jo Dilon mein rahte hain vo Amar Ho Jaate Hain' aur Amar hone ke liye, aapko Apne kam ki shuruaat mein hi Kuchh Aisa karna Hota Hai. jo ki Sabke Dilon per Raj Karen aur yah kam Kiya use nirdeshak Ne Jisne apni Pahli film mein Shailendra ji Jaise geetkar se Abhinay karvaya Ho, Keshto Mukharji Jaise has abhineta ko Hindi filmon mein pahla mauka diya Ho, Dilip Sahab, Kishor Kumar, Nasir Husain Sahab, Nirupa roy, Suchitra Sen, David Sahab, Jaise Dilon per Raj Karne Wale abhinetaon aur abhinetriyon aur star ko apni Pahli film mein nirdeshit kiya ho. aur to aur Salil Chaudhari Jaise suljhe Hue sangeetkar se Sangeet Rachna karvai Ho. vah Sab abhineta, star, geetkar, Jo Sabhi Ke Dilon per Raj Karte The, UN Sab ko apni pahle hi film mein nirdeshit Karne Wale nirdeshak, Jisne apni Pahli hi film mein, apni durdarshi Soch aur Mahir nirdeshan se Hindi cinema Ko Bata diya tha ki Hindi cinema ke rupahle Parde per aur Logon ke Dilon per Raj Karne Wale Yug ki, sunhari shuruaat ho chuki hai. ji han hum sunhare parde ke use nirdeshak ki, us sunhare Yug ke shuruaat ki baat kar rahe hain, Jisne Apna Safar Shuru kiya tha 1957 mein film Musafir Bana kar. us sunhare Safar ka, us sunhare Yug ki shuruaat Ka Naam Tha Hrishikesh Mukharji. Jisne Apne Pahli hi film mein, Shailendra ji, Jaise geetkar se pahli bar acting Karai Thi, Aur Shayad Shailendra Sahab Aakhri bar acting kar rahe the. Krishi da ki Pahli film ka vah gana, Jise Awaaz diya tha Shamshad Begam aur Manna De Sahab ne, is gane Mein Shailendra Sahab harmonium bajate Hue Najar aa rahe hain aur Castro Mukharji Ek pagal ki Bhumika karte hue Najar a rahe hain. sunte Hain Dilon per Raj Karne Wale use gane ko Jiska Naam Tha "टेढ़ी टेढ़ी फिरे हमसे सारी दुनिया" is gane ke bad janenge Ki Aisa Kya hua tha ki Hindustan cinema ke sabse Bade show man mane, jaane wale Raj Kapoor sahab ne Hrishikesh Mukharji Se Kya Kaha Tha aur yah Bhi janenge ki hrishi da ke sunhare Parde ke dillon par Raj karne ka safar kahan se aur kiske sath Shuru hua tha.1940 ke dashak mein New theater Kolkata mein hrishi da editor aur cameraman assistant ka kam karna Shuru kiya aur apne hunar ko Talash. aur fir 1951 Mein hrishikesh Mukharji Apne Guru, Apne mentor Vimal Rai ke sath Apne kam ko tarasha. Do Bigha Jameen aur Devdas mein Hrishikesh Mukharji ne Sahayak nirdeshak aur editor (sampadak) donon ki Bhumika ko Shandar tarike se nibhaya. isliye hrishikesh Mukharji ki Kuch filmon Mein Vimal Rai sahab ki Jhalak milati hai. Guru aur shishya ke liye, isase Jyada aur kya prernadayak ho sakta hai ki Jab Vimal Rai film ka nirdeshan Karte the, tab hrishikesh Mukharji us film mein Sahayak nirdeshak aur sampadak hua karte the aur jab hrishi da film nirdeshit Karte The to, Rai Sahab (Vimal Rai) use film ko edit Karte The. Aisa Sab filmon ke sath nahin tha. editor aur Sahayak nirdeshak ki Shandar Bhumika nibhaane ke bad, 1957 hrishikesh Mukharji ne Apna sunhara Safar Shuru Kiya hrishikesh Mukharji ki pahle film Thi "Musafir" Jiske Kahani ke Kendra mein main tha, Ek Ghar Ek Makan, Jahan Jannm Vivah aur mrutyu se sambandhit teen अलग-अलग kahaniyan Ek Sath chal rahi thi, Ek Katar mein hokar. aapda thi iss Katar mein ya Yun kahen ki aapda mein ghatit ghatnaon ki ek shrinkhala Ek Katar mein chal rahi thi. Jise sunhare Parde per hrishikesh Mukharji ne ek sath piroya tha. use Samay is film ne vyavsay to average hi kiya tha. Lekin "Musafir" dekh kar Raj Kapoor ne hrishikesh Mukharji ki Pratibha aur unke Shandar nirdeshan Kaushal ka Loha man liya tha. Hrishikesh Mukharji ke nirdeshan se Raj Kapoor bahut prabhavit hue the aur Raj Kapoor ne apni film "Anari" ke liye hrishikesh Mukharji Ki jordar Sifarish ki thi. Jiska natija nikala film "Anari" ki Shandar safalta ke sath. Raj Kapoor aur Nutan abhinet aur hrishikesh Mukharji ke nirdeshan ki iss tikdi ne film "Anari" ko aalochnatmak aur Vyavsayik safalta ki use unchai per pahuncha Diya, Jahan pahunchna Sabke Liye Sapna Hota Hai. Raj Kapoor, Nutan aur hrishikesh Mukharji ki tikdi ne Sabhi Ke Dilon par Raj karna Shuru kar diya tha. film "Anari" ki tikdi ne Panch Filmfare Award jite the. Hrishikesh Mukharji nirdeshak ka Film Fair Award Har Gaye the.Sab Kuchh Badal diya tha. darshakon ko aur darshakon ki Pasand ko. jo Hrishikesh Mukharji ke cinema aur swabhav se Mel Nahin Khata tha. Hrishi Da ne iss badlav ko apnane ke liye 1999 mein Apni Aakhri koshish ki , ' 'aur 6 June 2006 ko unhen Lilavati aspataal mein Bharti karaya Gaya aur 27 August 2006 ko Hrishikesh Mukharji ne antim Sans Li. Hindi cinema ke Ek Swarnim kal ka Ant Ho Gaya. Hrishi Da Ki film 'Anand' ka vo mashhur dialog ki 'log to Roj Marte Hain Yahan, Lekin jo Logon ke Dilon per Raj karta hain vah Amar ho jata hai' SPECIAL THANKS TO DHEERAJ BHARDWAJ JEE (DRAMA SERIES INDIAN), THANKS FOR WATCHIN GOLDEN MOMENTS WITH VIJAY PANDEY

Comments
  • A director whose film is taught by showing film making | Exclusive bollywood story 3 года назад
    A director whose film is taught by showing film making | Exclusive bollywood story
    Опубликовано: 3 года назад
  • Bimal Roy used to give lifts to anyone on the street : Hrishikesh Mukherjee 8 лет назад
    Bimal Roy used to give lifts to anyone on the street : Hrishikesh Mukherjee
    Опубликовано: 8 лет назад
  • Заявление о конце войны / Киев признает территории за РФ? 3 часа назад
    Заявление о конце войны / Киев признает территории за РФ?
    Опубликовано: 3 часа назад
  • Salim Khan Fondly Remembers Raj Kapoor 8 лет назад
    Salim Khan Fondly Remembers Raj Kapoor
    Опубликовано: 8 лет назад
  • Как режиссёр, поднявший звёзд на вершину славы, умер в среднем возрасте? | #bimalroy 10 месяцев назад
    Как режиссёр, поднявший звёзд на вершину славы, умер в среднем возрасте? | #bimalroy
    Опубликовано: 10 месяцев назад
  • Такой разный Данелия. Малоизвестные факты из жизни режиссёра 4 месяца назад
    Такой разный Данелия. Малоизвестные факты из жизни режиссёра
    Опубликовано: 4 месяца назад
  • Гуру Датт | Три любовных романа, три брака и внебрачная связь с самой популярной актрисой 3 года назад
    Гуру Датт | Три любовных романа, три брака и внебрачная связь с самой популярной актрисой
    Опубликовано: 3 года назад
  • RSTV Special : दादा साहब फालके 4 года назад
    RSTV Special : दादा साहब फालके
    Опубликовано: 4 года назад
  • КТО СЛИВАЛ ПЛАНЫ наступления немцам в 1941?! ВЫ АХНЕТЕ!! 1 час назад
    КТО СЛИВАЛ ПЛАНЫ наступления немцам в 1941?! ВЫ АХНЕТЕ!!
    Опубликовано: 1 час назад
  • Deb Mukherjee: Rani Mukherjee's Uncle | Tabassum Talkies 5 лет назад
    Deb Mukherjee: Rani Mukherjee's Uncle | Tabassum Talkies
    Опубликовано: 5 лет назад
  • Валентин Гафт. Кого советский актер обижал своими эпиграммами 9 месяцев назад
    Валентин Гафт. Кого советский актер обижал своими эпиграммами
    Опубликовано: 9 месяцев назад
  • Didn't like the hand that gave respect, so didn't take the Dadasaheb award |#majrooh_sultanpuri 3 года назад
    Didn't like the hand that gave respect, so didn't take the Dadasaheb award |#majrooh_sultanpuri
    Опубликовано: 3 года назад
  • Dillagi (1978) Full Hindi Movie | Dharmendra, Hema Malini, Mithu Mukerjee, Asrani 6 лет назад
    Dillagi (1978) Full Hindi Movie | Dharmendra, Hema Malini, Mithu Mukerjee, Asrani
    Опубликовано: 6 лет назад
  • Золотые Шлягеры 30-х - 40-х годов. 4 года назад
    Золотые Шлягеры 30-х - 40-х годов.
    Опубликовано: 4 года назад
  • Silent War Of Relations |Vijay Pandey Exclusive Bollywood Stories 3 года назад
    Silent War Of Relations |Vijay Pandey Exclusive Bollywood Stories
    Опубликовано: 3 года назад
  • Знаменитости, УМЕРШИЕ в 2025 году 6 дней назад
    Знаменитости, УМЕРШИЕ в 2025 году
    Опубликовано: 6 дней назад
  • Мой мир грабили, а я молчал || #длятебя #деньрождения #золотыемоментысВиджайпандеем 3 года назад
    Мой мир грабили, а я молчал || #длятебя #деньрождения #золотыемоментысВиджайпандеем
    Опубликовано: 3 года назад
  • ТОП 10 АКТРИС КОТОРЫЕ ОТДАВАЛИСЬ ВЛИЯТЕЛЬНЫМ ЛЮДЯМ ИЗ СССР 1 день назад
    ТОП 10 АКТРИС КОТОРЫЕ ОТДАВАЛИСЬ ВЛИЯТЕЛЬНЫМ ЛЮДЯМ ИЗ СССР
    Опубликовано: 1 день назад
  • ДЕВСТВЕННИКИ ИЛИ ИМПОТЕНТЫ? 10 актеров СССР, у которых никогда не было женщин! 3 дня назад
    ДЕВСТВЕННИКИ ИЛИ ИМПОТЕНТЫ? 10 актеров СССР, у которых никогда не было женщин!
    Опубликовано: 3 дня назад
  • Мистика! Алентова умерла через 19 мин после прощания с Лобоцким: Рутберг раскрыла последние минуты 1 день назад
    Мистика! Алентова умерла через 19 мин после прощания с Лобоцким: Рутберг раскрыла последние минуты
    Опубликовано: 1 день назад

Контактный email для правообладателей: [email protected] © 2017 - 2025

Отказ от ответственности - Disclaimer Правообладателям - DMCA Условия использования сайта - TOS



Карта сайта 1 Карта сайта 2 Карта сайта 3 Карта сайта 4 Карта сайта 5