У нас вы можете посмотреть бесплатно Tumse Milne ka Ehsaas | Sonamraj | Official Song | Hindi Song или скачать в максимальном доступном качестве, видео которое было загружено на ютуб. Для загрузки выберите вариант из формы ниже:
Если кнопки скачивания не
загрузились
НАЖМИТЕ ЗДЕСЬ или обновите страницу
Если возникают проблемы со скачиванием видео, пожалуйста напишите в поддержку по адресу внизу
страницы.
Спасибо за использование сервиса ClipSaver.ru
Lyrics & Composition : Sonamraj Editing : Shashank 🎧 Listen closely. Feel deeply. Share if you’ve ever been lost in someone. ________________________________________________________________________________ Kabhi kabhi zindagi mein koi aisa mil jaata hai jo sirf pal bhar ke liye aata hai, lekin ek poori zindagi chhod jaata hai. Uska aana ek ehsaas hota hai — jaise dil ke sab raaz khud-b-khud uski aankhon mein likhe jaayein. Par jab tak hum samajh paate hain ki humne kya paaya hai, waqt usse humse chheen chuka hota hai. Ye kahani hai ek aise hi anjaane safar ki, jahan do log mile — ek lamha tha, magar lagta tha jaise saari duniya usi mein simat gayi ho. Ek sapna jisme ghar bhi tha, mohabbat bhi, aur ek aashiyana bhi... par har eent kisi aur ki nikli. Mohabbat ne khud ko samarpit kiya, lekin manzil se pehle raaste hi kho gaye. Uski baatein ab bhi yaadon mein goonjti hain, lekin uska chehra sirf khwabon mein rehta hai. Jo mila wo pal bhar ka tha, lekin jo chhoda — wo zindagi bhar ke liye tha. ________________________________________________________________________________ Lyrics- Tumse Milne Ka Ehsaas Hua Hi To Tha Agle Pal Mein Hi Judai Ho Gayi Meri Zubaan Se Lafz Nikle Hi Kya Tere Liye Meri Jaan Rubai Ho Gayi Aashiyana..... Aashiyana Humne Banaya Magar Har Eent Uski Parai Ho Gayi Tumse Milne Ka Ehsaas Hua Hi To Tha Agle Pal Mein Hi Judai Ho Gayi Shaklein Kitni Tarah Ki Har Roz Dekhta Hoon Na Sochta Hoon Kuch, Bas Tujhe Hi Sochta Hoon Mahshar Aaye Kabhi Dharti Par To Bach Jaayein Main Aur Tum Zindagi Ki Karein Shuruaat, Ho Jaata Manchali Soch Mein Gum Kooda Kooda... Kooda Kooda Hi To Tha Tere Samandar Mein Ki Agle Pal Mein Banjar Ye Jaan Ho Gayi Tumse Milne Ka Ehsaas Hua Hi To Tha Agle Pal Mein Hi Judai Ho Gayi Tumse Milne Ka Ehsaas Hua Hi To Tha Agle Pal Mein Hi Judai Ho Gayi Meri Zubaan Se Lafz Nikle Hi Kya Tere Liye Meri Jaan Rubai Ho Gayi Azeem Hai Re, Tu Bhi Mere Paas Baithta Jo Tod Haqeeqat Mein Dil, Saath Sapno Mein Rehta Jo Aisi Kaisi Aawargi Apni Kahoon Na Ghar Tere, Na Apne Jaana Mujhe Be-Manzil Ho Gaya Hoon Main Kaun Raah, Kahaan Ki, Pata Na Mujhe Nikla Nikla.... Nikla Nikla To Tha Tujhe, O Manzil Paane Ki Pal Mein Raah Hi Na Jaane Kahaan Kho Gayi Tumse Milne Ka Ehsaas Hua Hi To Tha Agle Pal Mein Hi Judai Ho Gayi Tumse Milne Ka Ehsaas Hua Hi To Tha Agle Pal Mein Hi Judai Ho Gayi Meri Zubaan Se Lafz Nikle Hi Kya Tere Liye Meri Jaan Rubai Ho Gayi Ignore tags: romantic hindi melodies, soulful bollywood love songs, heartfelt hindi ballads, classic indian love songs, new hindi love tracks, melodic hindi love duets, emotional hindi love stories, hindi love song playlists, popular romantic hindi tracks, hindi love song covers heartbreaking hindi ballads, emotional hindi tracks, soulful hindi melodies, tragic love songs in hindi, nostalgic hindi sad songs, melancholic hindi music, Hindi sad song compilations, tear-jerking hindi lyrics, sad hindi romantic songs, Hindi sad song playlists,soulfull song #sonamraj #shashank #sonamrajwrites #arijitsingh #love