У нас вы можете посмотреть бесплатно The Battle Of Trench l Imam Ali (A.S) Vs Amr Ibn Abd Wud l или скачать в максимальном доступном качестве, видео которое было загружено на ютуб. Для загрузки выберите вариант из формы ниже:
Если кнопки скачивания не
загрузились
НАЖМИТЕ ЗДЕСЬ или обновите страницу
Если возникают проблемы со скачиванием видео, пожалуйста напишите в поддержку по адресу внизу
страницы.
Спасибо за использование сервиса ClipSaver.ru
The Battle Of Trench l Imam Ali (A.S) Vs Amr Ibn Abd Wud l ✅ Channel:✨ ✅ Inspire Story Club:✨ 5 Hijri, Madinah ke aaspaas 10,000 dushman faujiyon ne ghera daal diya tha. Nabi-e-Pak ﷺ ne apne as’haab se mashwara liya — aur Hazrat Salman Farsi (ع) ne arz ki: “Ya Rasool Allah, ham ek khayi khod lete hain, taake dushman Madinah me dakhil na ho sake.” Pehli dafa Arab ki zameen par khayi khodi gayi — 5 kilometer lambi aur 15 feet gehri. Dushman hairan tha: “Ye kaun si nayi tadber hai?” Jab unka sabse taqatwar sipahi, Amr ibn Abd Wud, khayi par se kood gaya aur nara lagaya — “Kya koi hai jo mujh se ladne aaye?” Tab sab chup thay... sirf ek awaaz uthi — Ali ibn Abi Talib (ع). Mola Ali (ع) ne Nabi pak ﷺ se ijazat talab ki. Rasool ﷺ ne farmaya: “Kole Iman kole kufar ke mukable main ja raha hai.” Amr ne hans kar kaha: “Main tujhe mitti me mila dunga.” Mola Ali (ع) ne farmaya: “Main tujhe haq dikha kar mita dunga.” Zameen kampi, talwaron ki gardish, aur ek nara-e-Haq ki goonj — “Allahu Akbar!” Zulfikar chamki — aur faisla ho gaya. Rasool ﷺ ne farmaya: “Ali ki ek zarab saqlain ki ibadat se afzal hai". Ye sirf jang nahi thi — Bulke Islam ki sarbulandi thi. ✅ Next video: The Battle Of Khaybar – Imam Ali (A.S) vs Marhab l • The Battle Of Khaybar – Imam Ali (A.S) vs ... ✅ Next video: Hazrat Nooh (A.S) Ka Safeena — Kya Uska Nishan Aaj Bhi Maujood Hai l • Hazrat Nooh (A.S) Ka Safeena — Kya Uska Ni... ✅ Watching for more videos and story. To subscribe Inspire Story Club ✨ #inspirestoryclub #jangekhandak #molaali #islamicshorts #quran #ahlebait #madina