У нас вы можете посмотреть бесплатно Mufti Haneef Qureshi Maafi Mangenge.? Exposed Madarsa Chanda, Engineer M Ali Mirza 295c Case Update или скачать в максимальном доступном качестве, видео которое было загружено на ютуб. Для загрузки выберите вариант из формы ниже:
Если кнопки скачивания не
загрузились
НАЖМИТЕ ЗДЕСЬ или обновите страницу
Если возникают проблемы со скачиванием видео, пожалуйста напишите в поддержку по адресу внизу
страницы.
Спасибо за использование сервиса ClipSaver.ru
Assalaamualaikum, Dosto ye video Mufti Haneef Qureshi ka recent podcast Rehan Tariq ke sath RTS plus par hua us se related hai. Mufti Haneef Qureshi saab ne Us podcast me Kaafi kuch madarso ko lekar jo baatein vo kuch samajh se bahar thi, aur thoda galat message dene ki bhi koshish thi to mene isliye is video me facts ke sath unki jo baatein haqeeqat par nahi thi unko bataya hai. Sagh hi unhone kaafi baatein aisi kari ke jisme unka muakkif clear nahi hua, kuch dono taraf ki si baatein thi. Vo sab mene is video me bataya hai. Aur ek sawal bhi Kia hai Mufti Haneef Qureshi se 295c Case me muakkif se related. #engineermuhammadalimirza #engineermuhammadalimirzalatestupdate #hanifqureshi Hi, Everyone, This video is related to a recent podcast of Mufti Hanif Qureshi with Rehan Tariq at RTS plus. In that podcast, Mufti Hanif Qureshi presented the Madarsa System in a verh different way, which is not based on reality. Mufti Hanif Qureshi also answered some questions where in he didn't clarify his stance, It was rathee confusing answer. So i have clarified the Madarsa system with Facts and I have also asked a special Question to Mufti Hanif Qureshi about 295c Case. video pasand aaye to jarur Subscribe karein aur like karein Apna feedback comment me jarur de. Shukriya #muhammadalimirza #releaseengineeralimirza #releaseemam #emam #islam Humare channel me bahut zaruri topics par videos hain - Aap zarur dekhein : Aaj ki lifestyle me Namaz padhna kitna mushkil Kya hum muslim hain ? By Scholar : Engineer Muhammad ali mirza Namaaz chhorne wala muslim hai ? Aaj ke busy schedule me bhi har muslim namaz ki pabandi kar sakta hai.. Aur namaaz chhorna ek bahut bada gunah hai.. Imaan aur kufr ke darmiyaan fark hi namaaz hai.. To hum log sahi tarika follow karein to deen par chalna itna muyshkil nahi aur hum namaz ki pabandi bhi aasaani se kar sakte hain. Allaah hum sabki sahi raaste par chalne wala aur nek momin achha momin banaaye.. Aameen We try to unite muslims as an ummah, humare firqo me batne ki wajah se hum bahut bade nuksan me hain aur islam ke according firqo me batna bhi thik nahi. So in this channel we discuss about firqawariyat and try to stop firqawariyat so that all muslims around the world can unite and become an Ummah. Jazak Allaah Duaon me yaad rakhiyega. Assalaamualaikum WaRehmatullaahi WaBarakatahu. islam me 73 firqe islam me firqawariyat ki haqiqat Like Share Subscribe