У нас вы можете посмотреть бесплатно Alsi ki Pinni Recipe | Alsi ki Pinni Banane ka Tarika | Flax seed Laddus или скачать в максимальном доступном качестве, видео которое было загружено на ютуб. Для загрузки выберите вариант из формы ниже:
Если кнопки скачивания не
загрузились
НАЖМИТЕ ЗДЕСЬ или обновите страницу
Если возникают проблемы со скачиванием видео, пожалуйста напишите в поддержку по адресу внизу
страницы.
Спасибо за использование сервиса ClipSaver.ru
Alsi ki Pinni Recipe | Alsi ki Pinni Banane ka Tarika | Alsi ke Laddu | Flax seed Laddus बनाऐ सर्दियो में खायें जाने वाले ताकतवर अलसी के लड्डू जो कमर दर्द,कोलेस्ट्रॉल और वजन को कंट्रोल करें #alsipinni #alsiladdu #VillageHomeKitchenStyles alsi ke panjay alsi ki pinniyan alsi panjiri recipe desi alsi recipe winter special desi food homemade alsi panjay village style sweets flaxseed panjiri recipe Ingredients: Alsi Mythi Badam Chany Sokha Dhania Giri Kishmish Kamarkas Phool makany Chore Batha Gandum ka aata Desi ghee Gur ka shera / sugar Recipe: Sab se pehle alsi, mythi, badam, Dhania, chany, giri, kishmish, kamarkas, phool makany aur chore bhatta ko achi tarah grind kar lein. Ab kadhai mein desi ghee garam karen aur us mein gandum ka aata daal kar halki aanch par sunahri hone tak bhon lein. Aik baray taslay mein grind ki hui tamam cheezen daal dein. Is ke baad bhuna hua aata bhi isi mein shamil kar ke achay se mix kar lein. Ab gur ka shira add karein, achi tarah milayen. Mixture ko thora thanda hone dein, phir haathon se laddoo bana lein. Yeh Alsi ke Laddoo sardi ke mausam ke liye bohat taqatwar aur sehatmand hotay hain.