У нас вы можете посмотреть бесплатно Bhagavān | Mahabharat Rap Song - Siddharth | Krishna's Role in Mahabharat | Hindi Rap Song | भगवान или скачать в максимальном доступном качестве, видео которое было загружено на ютуб. Для загрузки выберите вариант из формы ниже:
Если кнопки скачивания не
загрузились
НАЖМИТЕ ЗДЕСЬ или обновите страницу
Если возникают проблемы со скачиванием видео, пожалуйста напишите в поддержку по адресу внизу
страницы.
Спасибо за использование сервиса ClipSaver.ru
Song : Bhagavān Rap & Lyrics : Siddharth ( / sid_inbhakti ) Music, Mixing & Mastering : Vickky Agarwal ( / vickkmusic_ ) Programming by : Atul Banoria ( Playbeatz Studioz ) Video & Thumbnail : Akshat ( / akshat_ae ) Spotify : https://open.spotify.com/artist/4mzza... Apple Music : / siddharth-sharma Lyrics : Panchjanya jab baja Krsna ka sabhi roongte khade hue Agle he kshan dekha sab kaurav bhumi par pade hue Vo yudh kabhi toh hona tha asuro ki mansha aisi thi Ya ye kahu us Vasudev he akanksha aisi thi Mai swyam jagah me dol raha ki dhundhu Ashwatthama ko Aur poochu kyu na samjhaya tune us shakuni mama ko Kyu liya Adharma ka sath Prabhu jo tha vo samne dikhta tha Kyu bana krodh ka haar Prabhu jab hari ke aage na tik paata Mai poochu us Duryodhan se ki aisa kya tha krodh tujhe Jo dhek na paaya Narayan ko laga Vyarth sab bojh tujhe Kyu tune Nar-Narayan ko un sabha me vo apshabd kahe Kyu le na paaya gyaan vo jab hari ne gyaan ke shabd kahe Hey hari vo teri iccha thi jab paancho chausar haar gaye Hey hari vo teri iccha thi jab Pandav sab vanvaas gye Vo tere karan yudh hua aur laakh koshishe viphal hui Hey Narayan vo tu he tha jab pandav sena safal hui Chorus Vo Arjun kya jo Gaandeev hari pal samaksh na rakhta ho Vo Arjun kya jo hari ke charno ki iccha na rakhta ho Vo arjun kya jo gyaan ke baad bhi maya path me phasa rahe Vo arjun kya jo har pal bas bhotik dal dal me dhasa rahe Us Arjun ke jo bane saarthi aisa padh swikaar kiya Na shastra uthe na lade yudh phir bhi sabka sanghaar kiya Sabne dekha ek vyakti jo rath ko pakde hai aage se Vo poore yudh ko pakda tha jisne dekha vo jaan gaya Jab bheem ne taara duryodhan sehdev ne shakuni mama ko Aur Karna ka kaata sir arjun ne kiya sukhi jab kanha ko Aur Shalya ko jab taar diye un dharma raaj ne Kshan bhar me Nakul uluka ko taar diye aur yudh ko saada pal bhar me Us Duryodhan ka kaal tumhi aur bhakto ka kalyaan bhi ho Us shakuni ki bhi chaal tumhi aur arjun ka vishvaas bhi ho Jab tumne sabke praan khaaye vo kaal shakti bhi tum he the Sab astra shastra tumne chalaye ya Astra shastra bhi tum he the