У нас вы можете посмотреть бесплатно Chal Diye Tum Kahan | Kabhi Main Kabhi Tum | Hania Aamir | Fahad Mustafa | Cover Song | Hy Creation или скачать в максимальном доступном качестве, видео которое было загружено на ютуб. Для загрузки выберите вариант из формы ниже:
Если кнопки скачивания не
загрузились
НАЖМИТЕ ЗДЕСЬ или обновите страницу
Если возникают проблемы со скачиванием видео, пожалуйста напишите в поддержку по адресу внизу
страницы.
Спасибо за использование сервиса ClipSaver.ru
Chal Diye Tum Kahan | Kabhi Main Kabhi Tum | Hania Aamir | Fahad Mustafa | Cover Song | Hy Creation Connect Us :- #chaldiyetumkahan #chaldiye #coversong 🔹For Any Businesses Required :- ▪️𝙒𝙝𝙖𝙩𝙨𝘼𝙥𝙥 :- +91 7780034264 ♦️THIS VIDEO CREDITS :- Thumbnail ~ Zishan Sheikh Video Editor ~ Zishan Sheikh Dop ~ Sandeep Kashyap & Md Rahman Camera ~ Sandeep Kashyap & Zishan Sheikh ▪️ SUBCAST :- Kartik Poddar, Zishan Sheikh Audio Credits:- Song :- Chal Diye Tum Kahan Singer & Lyrics :- AUR Music Producer: Raffey Anwar All Rights To Music Label Co. & No Copyright Infringement Intended. Jai Shree Ganesha 🙏❤️ 🔹Copyright Disclaimer :- Under Section 107 of the Copyright Act 1976, allowance is made for ‘Fair Use’ for purposes such as criticism, comment, news reporting, teaching, scholarship, and research. Fair use is a use permitted by copyright statute that might otherwise be infringing, Non-profit, educational or personal use tips the balance in favor of fair use. Enjoy And Stay Connected With Us !! chal diye chal diye tum kahan cover song album song hy creation rap song rap song sad song love song Lyrics :- Chal diye tum kahaan pe? Dekho yahaan aa ke Raaston mein hi dil kho raha hai Chal diye tum kahaan pe? Dekho muskura ke Aankhon mein hi dil kho raha hai Ek umeed ek pyaar ki nazar mein kho gayi Ek zindagi thak-haar ke qabar mein so gayi Ek raat thi jo hisse mein aayi thi ab magar Tumse mili toh woh mujhse be-khabar si ho gayi Ek umeed tujhse thi judi aur aaya tu nahin Khwaab tha mera toh phir mujhe jagaaya kyun nahin? Itne gham jo mil rahe hain mujhko, iski kya wajah hai? Maine to kabhi tumhaara dil dukhaaya bhi nahin Dil dukhaaya jab nahin hai, to hai khud se kyun khafa? Us umeed, us pyaar ki nazar mein thi wafa Teri zindagi to so gayi par meri ro rahi hai Meri raatein mujhse raazi hain par din hai bewafa Ek umeed teri mujhse thi judi, yeh maan li Jaagi khwaab se toh haqiqat ne meri jaan li Tum mujhko to pukaaro, sirf mera naam lo Aao, meri jaanib, aake mera haath thaam lo Ke ab nahin hai waadon par yaqeen Tum bhi woh nahin ho aur hum bhi woh nahin Ke kyun nahin hai teri woh hasi? Main to ro raha hoon, tu to ro nahin Chal diye tum kahaan pe? Dekho yahaan aa ke Raaston mein hi dil kho raha hai Chal diye tum kahaan pe? Dekho muskura ke Aankhon mein hi dil kho raha hai Kamron mein safhe mere yeh phailey hi rahenge Khwaab aankhon main bas tere hi rahenge Tujhse dooriyaan ho jitni bhi bhale Hum tere hi the, tere hi hain, tere hi rahenge Sawaal zindagi thi, tum jawaab ho gaye ho Dekhte hi dekhte tum khwaab ho gaye ho Sochta tha, bhool jaaunga tujhe Par bhool-bhool ke tum meri yaad ho gaye ho Kaash ke tum samajh paati mere pyaar ko Dil ko apne faisle ka ikhtiyaar do 'Gar tumhein qubool hai dil ki saudebaazi Mera intezaar le ke be-hisaab pyaar do Vaar do mujhpe saari zimmedariyaan Utaar do tum kitaabon mein kahaaniyaan Kis tarah se kat rahi hai, mujhpe kya guzar rahi hai Tumne jaana hi nahin hai kabhi, jaan-e-jaan Ab tum yaad aa rahe ho, be-hisaab aa rahe ho Door ho ke bhi tum mere paas aa rahe ho Is-qadar bhi berukhi koi karta hai bhala? Meri jaan jaa rahi hai, tum kahaan jaa rahe ho? Dil toot sa gya hai, aankhein yaad kar rahi hain Tasveeron se teri kab se baat kar rahi hain Dhadkane bhi ab yehi phukaarti hain "Aa jaao", "aa jaao" Chal diye tum kahaan pe? Dekho yahaan aa ke Raaston mein hi dil kho raha hai Chal diye tum kahaan pe? Dekho muskura ke Aankhon mein hi dil kho raha hai Thanks For Watching & Love You All 🫶🏻❤️