У нас вы можете посмотреть бесплатно Soz E Gham De Ke Mujhe | Ayaz Ghulam Ali | Sunny Jimmy | Cover Sad Ghazal | Ustad Ghulam Ali Khan sb или скачать в максимальном доступном качестве, видео которое было загружено на ютуб. Для загрузки выберите вариант из формы ниже:
Если кнопки скачивания не
загрузились
НАЖМИТЕ ЗДЕСЬ или обновите страницу
Если возникают проблемы со скачиванием видео, пожалуйста напишите в поддержку по адресу внизу
страницы.
Спасибо за использование сервиса ClipSaver.ru
#SozEGhamDeKeMujhe #AyazGhulamAli #UstadFGhulamAliKhan Don't forget to Subscribe to join the Ayaz Ghulam Ali Youtube Channel. 'Soz E Gham De Ke Mujhe ' A beautiful ghazal sung by Ayaz Ghulam Ali, And Sangat on Tabla, Pakistani one of the Best Tabla Player Sunny Jimmy Khan Sb. Originally this Ghazal sung by Ustad Ghulam Ali Khan Sb. Song : Soz E Gham De Ke Mujhe Singer : Ayaz Ghulam Ali Tabla : Sunny Jimmy Khan Sb Original Credits: Singer: Ustad Ghulam Ali Khan Lyrics: soz-e-ġham de ke mujhe us ne ye irshād kiyā jā tujhe kashmakash-e-dahr se āzād kiyā vo kareñ bhī to kin alfāz meñ terā shikva jin ko terī nigah-e-lutf ne barbād kiyā dil kī choToñ ne kabhī chain se rahne na diyā jab chalī sard havā maiñ ne tujhe yaad kiyā ai maiñ sau jaan se is tarz-e-takallum ke nisār phir to farmā.iye kyā aap ne irshād kiyā is kā ronā nahīñ kyuuñ tum ne kiyā dil barbād is kā ġham hai ki bahut der meñ barbād kiyā itnā mānūs huuñ fitrat se kalī jab chaTkī jhuk ke maiñ ne ye kahā mujh se kuchh irshād kiyā merī har saañs hai is baat kī shāhid ai maut maiñ ne har lutf ke mauqe pe tujhe yaad kiyā mujh ko to hosh nahīñ tum ko ḳhabar ho shāyad log kahte haiñ ki tum ne mujhe barbād kiyā kuchh nahīñ is ke sivā 'josh' harīfoñ kā kalām vasl ne shaad kiyā hijr ne nāshād kiyā Ayaz Ghulam Ali is a Versatile Singer. He Sung Different Gender of Music Like Ghazal, Geet, Thumri, Classical, Lok, Folk, Indian Songs, and Pakistani Songs, Only this channel is Ayaz Ghulam Ali is Official YouTube Channel ! . He started his music career as a singing, Now He can also Compose, Direct and Arrange Music. Love with all of you! / akber.nawaz.73 / ayazghulamali / akber.nawaz.73 Contact us: +923244559378