У нас вы можете посмотреть бесплатно Soyabean curry! सोयाबीन की मजेदार करी जिसके सामने चिकन मटन लगे फेल! सोयाबीन रस्सा चवदार आणि चविष्ट! или скачать в максимальном доступном качестве, видео которое было загружено на ютуб. Для загрузки выберите вариант из формы ниже:
Если кнопки скачивания не
загрузились
НАЖМИТЕ ЗДЕСЬ или обновите страницу
Если возникают проблемы со скачиванием видео, пожалуйста напишите в поддержку по адресу внизу
страницы.
Спасибо за использование сервиса ClipSaver.ru
Soyabean curry! सोयाबीन की मजेदार करी जिसके सामने चिकन मटन लगे फेल! सोयाबीन रस्सा चवदार आणि चविष्ट! #soyabean, #soyabean recipes, #soyachunks gravy recipe, #soyachunks masala recipe, #soyabean ki gravy wali recipe, #soya curry recipe in Hindi, #how to make instant soya chunks curry, #soyabean se kya banaye, #soya kabab, #soyabean gravy, #soyachunks recipes by Fun e zaika, #soyabean curry recipe by Fun e zaika, #easy and simple recipe soya chunks curry, #veg recipes, #soyabean ki sabji kaise banaye aasan tarika, #soyabean sabzi recipe, #soyabean pulao, #soyabean biryani, ingredients quantity of preparing 📌 1 packet soya chunks, 1 medium size onion chopped, 1 medium size tomato chopped, 1 chamach jeera, 1 chamach adrak lehsan past, 1 chamach haldi powder, 1 chamach lal mirch powder, 1 chamach garam masala powder, 3 chamach tel, dhaniya patta chopped, pudina pata, 50 gram khopra, khisa hua, banane ka tarika 🫕 sabse pehle khopra khisa hua aur pyaz ko bhunle aur usme dhaniya patta aur pudina pata dalkar uska paste banale, gas par ek patile me paani dalkar usme thoda sa namak dalkar use ubal ane de aur use ubal ane par usme soya chunks dal de aur 5 minute pakale jab pak jaye to use nikal kar thande pani me daal de aur uska paani nichode, fir gas par ek kadhai ya patile me tel dalkar usme soya chunks ko dalkar fry krle,fir usi tel me jeera dalde use chatakne de fir usme tomato chopped Kiya hua Dale use bhi soute krle fir usme Lal mirch powder dal de haldi powder aur adrak lehsan past dal de use bhi soute krle fir 2 minute dhak kr pakne de fir jab tamatar soft ho jaye to usme masala past dal de use bhi soute krle 5 minute dhak kr low flame par pakne de jab tak uska tel seprate na ho jaye fir usme fry kiye huye soya chunks dalde aur dhaniya patta Dale aur soute krle fir usme paani daal de gravy ke liye apne according aur 5_8minute dhak kr pakne de upar se nimbu nichode aur salad aur roti ya chawal ke saath serv krle, humne is video me aapko aasan tarike se banne wali recipe soya chunks curry batayi hai jo log non veg khana pasand nhi krte unke liye ye recipe bhot hi mazedar aur healthy hai to zaroor try kijiye mere style me, aap ko humara video pasand aaye to like share comment and subscribe Krna na bhule thank you so much for visiting my channel please support me 🙏