У нас вы можете посмотреть бесплатно Unfiltered Extra Marital Affairs | Family Talk | Ye Extra Nahi, Dangerous Hai! | M.Azeem Shirazi или скачать в максимальном доступном качестве, видео которое было загружено на ютуб. Для загрузки выберите вариант из формы ниже:
Если кнопки скачивания не
загрузились
НАЖМИТЕ ЗДЕСЬ или обновите страницу
Если возникают проблемы со скачиванием видео, пожалуйста напишите в поддержку по адресу внизу
страницы.
Спасибо за использование сервиса ClipSaver.ru
*Extra Marital Relationships* | Unfiltered Family Talk With M.Azeem Shirazi #sabeelmedia #media_sabeel #sabeel #extramaritalaffairs 🎙️ Hamare saath hain ek family psychologist aur relationship expert – jinhon ne kai couples ke cases dekhe hain. Is honest aur deep talk mein hum ne cover kiya: • Why do extra marital affairs start? • Kya yeh sirf jazbaat hain ya nafsiati issue? • Social media aur loneliness ka kya role hai? • Kya relationship repair ho sakta hai? • Prevention ke kya tariqay hain? • Youth aur unmarried log kya seekh sakte hain? 📌 yeh video zaroor dekhiye. Apni family aur doston ke saath share karein. 🧠 Knowledge + Empathy = Healing 💬 👇 Aap ka kya khayal hai? Comment mein zaroor likhein. 00:00 - Taaruf: Program ki ibtida aur mauzu ka taaruf 00:40 - Extra Marital Life: Samaji tabahi ki jar 01:05 - Mehmaan ka taaruf: Maulana Azeem Shirazi 02:04 - Extra Marital Affair ka mafhoom aur aqsam 04:30 - Aqdar aur values ka Islami nuqtah nazar 06:10 - Insan ki kamzori aur shahwat ka ghalba 07:12 - Miyan biwi ke huqooq aur jazbati faasla 08:43 - Social media ka kirdar aur normalize karna 10:01 - Maghribi muashray mein zehni sazi ki misaal 11:10 - Roohani kamzori aur gunah ki taraf jhukaav 12:06 - Survey: 77% khawateen bore hone par bewafai karti hain 13:00 - Islam ka tasawwur-e-zindagi aur bore hone ka rad 14:08 - Rishtay mein mohabbat, eesar aur maafi ki ahmiyat 15:20 - Society par asar: Rishta sirf do fard ka nahi 16:45 - Society ek jism ki manind hai 17:48 - Usoolon ke baghair muashra kaise bikhar jata hai 18:30 - Bachon par walidain ki bewafai ka asar 20:01 - Bachon ka self-confidence aur rawayyon par manfi asar 21:48 - Naslon ki barbadi: Aitimaad ka khatma 23:31 - Root cause: Imaan ki pukhtagi aur ehtiyaat 24:30 - Nigah, rabta aur hudood ka khayaal 25:14 - Shaitaan ke agents aur muasharti sazish 26:11 - Social media, dawatain aur self-control 27:00 - Nazreen se mukalama: Apni raye aur sawalat share karein