У нас вы можете посмотреть бесплатно Wahi Ravan Hu Mai (Official Lyrical Video) || или скачать в максимальном доступном качестве, видео которое было загружено на ютуб. Для загрузки выберите вариант из формы ниже:
Если кнопки скачивания не
загрузились
НАЖМИТЕ ЗДЕСЬ или обновите страницу
Если возникают проблемы со скачиванием видео, пожалуйста напишите в поддержку по адресу внизу
страницы.
Спасибо за использование сервиса ClipSaver.ru
This song illustrates what Ravan used to think in his pride, what he used to think in his anger, and how he presented his greatness to others. It shows how he effectively portrayed himself as the point of view in front of others. which BY Writen/Sung By @Realravan777 And Music given By Rohit Chaudhary . Click Here To Subscribe : / redskyrecords06 Song Credits : Song Name : Wahi Ravan Hu Mai Singer : Ravan Lyrics/Compose : Ravan Music/Mix and Mastered : Rohit Chaudhary Publicity Design : @Realravan777 Video Edit/Vfx/Colour Grading : Nameless Visuals Illustrations Artist : Aditya Singh & Nameless Visuals 3D Artist : Farhan Ansari & Nameless Visuals Producer : Red Sky Records Label - @Red Sky Records Lyrics - ॐ यस्याग्रे द्राट द्राट द्रुट द्रुट ममलमं टंट टंट टटंटम तैलं तैलं तुतैलं खुखु खुखु खुखुमं खंख खंख ख खंखम डंसं डंसं डुडंसं डुही डुही चकितं भूपकं भूयनालम् ध्यायस्ते विप्रगाहे सवसति सवलः पातुवः चंद्रचूड: Jiya swabhiman me jo wahi danav hu mai Jisne jeete teeno lok wahi manav hu mai Sare graho ko hai bandha kara kaal bhi adheen Mahadev ka jo bhakt wahi mai hi ravan hu Jiya swabhiman me jo wahi danav hu mai Jisne jeete teeno lok wahi manav hu mai Sare graho ko hai bandha kara kaal bhi adheen Mahadev ka jo bhakt wahi mai hi ravan hu mai Ravan hu mai wahi ravan hu mai Ravan hu mai wahi ravan hu mai Ravan hu ravan hu Rav rav rav rav Ra ra ra ra ra ra ra ra ravan hu mai Vedo ka hai gyan mujhme bhakt mahadev ka Samne na tikta mere swarg ka koi devta Mai hi sarv shreshth or mai hi param gyani hu Itni yogyata hai tabhi thoda abhimaani Hu mai kaal ka swaroop hai virat mera roop Mahadev ne diya hai chadrahas mere hath me Naam ka prakop teeno lok me hai aisa Mere naam se hai teeno lok thrr thrr kapte Putra kaikashi ka jo bhi sikha khud se sikha Hai pasand mujhe jo vishva me vo sara maine jeeta Nana nani se samksh mera balya kaal beeta Jaha tantra mantra maya ka prayog maine sikha Hai na dukhi koi mere samrajya me Mujhsa na pandit bas danav ka bhesh hai Swarg jeeta or toda Indra ke ghamand ko Lanka ka raja Dashanan Lankesh mai Lanka ka raja Dashanan Lankesh mai Lanka ka raja Dashanan Jiya swabhiman me jo wahi danav hu mai Jisne jeete teeno lok wahi manav hu mai Sare graho ko hai bandha kara kaal bhi adheen Mahadev ka jo bhakt wahi mai hi ravan hu mai Jiya swabhiman me jo wahi danav hu mai Jisne jeete teeno lok wahi manav hu mai Sare graho ko hai bandha kara kaal bhi adheen Mahadev ka jo bhakt wahi mai hi ravan hu Lakh bura kehte mujhko pr vo ye bhi jante Behen ke liye mai sidha lad gya bhagwan se Bhan tha mujhe ke meri mrityu ka sanket hai vo Fir bhi vair le liya tha maine sidha ram se Aan ki thi baat tabhi dala maine hath Tabhi chhal se leke aa gya tha seeta apne sath Kabhi sparsh na kiya tha maine iccha ke virudh Kyoki baat vo jo thi vo meri shan ke khilaf Itna bal tha mujhme ke mai ram ko vivash karu Ke yudh kshetra me vo apne shashtra dhar hi deta Mujhpe vijay pana to bhagwan ke bhi vash me na tha Mera saga bhai mera bhed gar na deta Kailash ko uthaya maine sath bholenath ke Bhaar fir badhaya mere nath Bholenath ne Hath mere dab gye the nath ke us bhar se Strot gaya maine mere nath ko pukaar ke Naam ki tareh vo mere shabd bhi amar hue Bholenath ke liye jo chhand maine gaye the Mere jaisa yodha or kon hai hua yaha pe Mai wahi hu jiske vadh ko Prabhu swayam aye the Mere jaisa yodha or kon hai hua yaha pe Mai wahi hu jiske vadh ko ram swayam aye the Mai wahi hu jiske vadh ko ram swayam aye the Mai wahi hu jiske vadh ko ram swayam aye the Jiya swabhiman me jo wahi danav hu mai Jisne jeete teeno lok wahi manav hu mai Sare graho ko hai bandha kara kaal bhi adheen Mahadev ka jo bhakt wahi mai hi ravan hu mai Jiya swabhiman me jo wahi danav hu mai Jisne jeete teeno lok wahi manav hu mai Sare graho ko hai bandha kara kaal bhi adheen Mahadev ka jo bhakt wahi mai hi ravan hu mai करचरण कृतं वाक्कायजं कर्मजं वाश्रवणनयनजं वा मानसं वापराधंविहितमविहितं वा सर्वमेतत्क्षमस्वजय जय करुणाब्धे श्रीमहादेव शम्भो 🔥 Follow Ravan for More Updates: • Spotify: https://open.spotify.com/artist/5vzI9... • Instagram: https://instagram.com/realravan777?ig... • Facebook: / vichitra.sain.9 • YouTube: / @redskyrecordsofficial 💥 Special Thanks: Rohit Chaudhary, Virat Gujjar, Kuldeep Gujjar, Vipin Harsana, and the entire Red Sky Records team for making this vision a reality. #wahiravanhumai #ravan #ravanravanhoonmain