У нас вы можете посмотреть бесплатно रोज़ा ज़कात तरावीह का शानदार बयान! मुफ़्ती ए आज़म व शाही ईमाम डॉ, मुफ़्ती मोहम्मद मुकर्रम अहमद साहब॥ или скачать в максимальном доступном качестве, видео которое было загружено на ютуб. Для загрузки выберите вариант из формы ниже:
Если кнопки скачивания не
загрузились
НАЖМИТЕ ЗДЕСЬ или обновите страницу
Если возникают проблемы со скачиванием видео, пожалуйста напишите в поддержку по адресу внизу
страницы.
Спасибо за использование сервиса ClipSaver.ru
आज जुमे की नमाज़ से कब्ल शाही मस्जिद फतेहपुरी चांदनी चौक दिल्ली के!मुफ़क्किर ए इस्लाम व शाही इमाम डॉ,मुफ़्ती मोहम्मद मुकर्रम अहमद साहब किब्ला ने बयान में फरमाया JUMA KI NAMAZ SE QABL SHAHI MASJID FATEHPURI CHANDNI CHOWK DELHI KE, SHAHI IMAM PEERE TARIKAT MUFAKKIR E ISLAM ALHAZ DR,MUFTI MUHAMMAD MUKARRAM AHMAD SAHAB QIBLA NE FARMAYA KE QURAN E KARIM KI SURAH BAKRA KI AAYAT NUMBER 185 MEIN ALLAH TALA NE RAMZAN UL MUBARAK KE BARE MEIN AUR TARAABI KE BARE MEIN BYAN FARMAYA ROJE HAR NABI KE DAUR MEIN FARJ THE VAH ALAG BAAT HAI KIS MAHINE KE AUR KITNE THE HUJURE PAK NABI KARIM SALLALLAHU TALA ALAIHI VASLLAM KI DAUR MEIN EK MAHINE KA ROJA MUKADDAR KIYA GAYA JO HAM RAMZAN MEIN RAKHTE HAIN AUR RAAT KI IBADAT YANI NAFIL NAMAZ TARAVIH HAR INSAN KO MARD HO YA AURAT UNKO PADHNA HAI RAMZAN KE CHAND NIKALNE KE BAD SE EID KA CHAND NIKALNE TAK HAR DIN 20 RAKHA YAH NAHIN KI 5 DIN KI PADH LI 1 HAFTE KI PAHLI 10 DIN KI PADH LI AUR FIR RAMZAN KI MARKET MEIN LAG GAI EID KI TAIYARI MEIN LAG GAYA NAHIN PURE MAHINA 20 RAKAT NAMAZ PADHANI HAI TARAWEEH KI NAMAZ YAH JARURI NAHIN KI TARAWEE JAMAAT SE PADHI JAAYE AAPKO WAQT NAHIN HAI KOI AUR PARESHANI HAI AAP GHAR MEIN PADH LEN AISA KI NAMAJ KE WAQT SE FAJR KI NAMAJ KE PAHLE TAK TARAWEEH PADH SAKTE HAIN#TARAVEEKINAMAZGHARPARPADHLEN#friday #bayan #shahimasjidfatehpuri