У нас вы можете посмотреть бесплатно Apni To Jaise Taise Jhankar HD Laawaris 1981 Kishore Kumar Amitabh Bachchan 1080pFHR или скачать в максимальном доступном качестве, которое было загружено на ютуб. Для скачивания выберите вариант из формы ниже:
Если кнопки скачивания не
загрузились
НАЖМИТЕ ЗДЕСЬ или обновите страницу
Если возникают проблемы со скачиванием, пожалуйста напишите в поддержку по адресу внизу
страницы.
Спасибо за использование сервиса ClipSaver.ru
Movie/album: Laawaris Singers: Kishore Kumar Song Lyricists: Prakash Mehra Music Composer: Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah Music Director: Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah Music Label: Saregama Starring: Amitabh Bachchan, Zeenat Aman, Bindu, Raakhee Gulzar, Amjad Khan, Om Prakash, Ranjeet, Ram Sethi Release on: 22nd May, 1981 Lyrics:- Apni to jaise taise Thodi aise ya waise Apni to jaise taise Thodi aise ya waise Kat jaayegi Aapka kya hoga janaabe-aali Aapka kya hoga Apne aage na peeche Na koi upar neeche Apne aage na peeche Na koi upar neeche Ronewala Na koi ronewali janaabe-aali Aapka kya hoga Aap bhi meri tarah Insaan ki aaulad hain Aap mooh mangi dua Hum unsooni faryaad hain Aap bhi meri tarah Insaan ki aaulad hain Aap mooh mangi dua Hum unsooni faryaad hain Woh jinhe sara zamana Samjhe laawaris yahan Aap jaise zaalimon ke Zulm ki ijaat hain Gaali huzur ki to Lagti duaon jaisi Gaali huzur ki to Lagti duaon jaisi Hum dua bhi de to lage hai gaali Aapka kya hoga janaabe-aali Aapka kya hoga hm Aapke maathe se chhalke Jo pasina bhi kahin Aasma hilne lage aur Kaap oothe yeh zameen Aapka to yeh pasina Khoon se bhi keemti Aur apne khoon ki keemat Yahan kuch bhi nahin Apna to khoon paani Jeena marna bemaani Apna to khoon paani Jeena marna bemaani Waqt ki har ada hai Apni dekhi bhali Aapka kya hoga janaabe-aali Aapka kya hoga Haan apni to jaise taise Thodi aise ya waise Apni to jaise taise Thodi aise ya waise Kat jaayegi Aapka kya hoga janaabe-aali Aapka kya hoga Apne aage na peeche Na koi upar neeche Apne aage na peeche Na koi upar neeche ronewala Na koi ronewali janaabe-aali Aapka kya hoga.