• ClipSaver
  • dtub.ru
ClipSaver
Русские видео
  • Смешные видео
  • Приколы
  • Обзоры
  • Новости
  • Тесты
  • Спорт
  • Любовь
  • Музыка
  • Разное
Сейчас в тренде
  • Фейгин лайф
  • Три кота
  • Самвел адамян
  • А4 ютуб
  • скачать бит
  • гитара с нуля
Иностранные видео
  • Funny Babies
  • Funny Sports
  • Funny Animals
  • Funny Pranks
  • Funny Magic
  • Funny Vines
  • Funny Virals
  • Funny K-Pop

Afkar Alvi Poetry | Hafizabad Mushaira 2020 | Afkar Alvi Latest Poetry | Murshid poetry Afkar Alvi скачать в хорошем качестве

Afkar Alvi Poetry | Hafizabad Mushaira 2020 | Afkar Alvi Latest Poetry | Murshid poetry Afkar Alvi 5 лет назад

скачать видео

скачать mp3

скачать mp4

поделиться

телефон с камерой

телефон с видео

бесплатно

загрузить,

Не удается загрузить Youtube-плеер. Проверьте блокировку Youtube в вашей сети.
Повторяем попытку...
Afkar Alvi Poetry | Hafizabad Mushaira 2020 | Afkar Alvi Latest Poetry | Murshid poetry Afkar Alvi
  • Поделиться ВК
  • Поделиться в ОК
  •  
  •  


Скачать видео с ютуб по ссылке или смотреть без блокировок на сайте: Afkar Alvi Poetry | Hafizabad Mushaira 2020 | Afkar Alvi Latest Poetry | Murshid poetry Afkar Alvi в качестве 4k

У нас вы можете посмотреть бесплатно Afkar Alvi Poetry | Hafizabad Mushaira 2020 | Afkar Alvi Latest Poetry | Murshid poetry Afkar Alvi или скачать в максимальном доступном качестве, видео которое было загружено на ютуб. Для загрузки выберите вариант из формы ниже:

  • Информация по загрузке:

Скачать mp3 с ютуба отдельным файлом. Бесплатный рингтон Afkar Alvi Poetry | Hafizabad Mushaira 2020 | Afkar Alvi Latest Poetry | Murshid poetry Afkar Alvi в формате MP3:


Если кнопки скачивания не загрузились НАЖМИТЕ ЗДЕСЬ или обновите страницу
Если возникают проблемы со скачиванием видео, пожалуйста напишите в поддержку по адресу внизу страницы.
Спасибо за использование сервиса ClipSaver.ru



Afkar Alvi Poetry | Hafizabad Mushaira 2020 | Afkar Alvi Latest Poetry | Murshid poetry Afkar Alvi

#AfkarAlvi #poetry #AfkarAlviPoetry Afkar Alvi Poetry | Hafizabad Mushaira 2020 | Afkar Alvi Latest Poetry | Murshid poetry Afkar Alvi All Videos Of Hafizabad Mushaira:.    • Poetry   murshed please aaj mujhay waqt dejye murshed main aaj aap ko dukhrray sunnaon ga murshed hamaray sath barra zulm ho giya murshed hamaray desh main ik jang chirr gai murshid sabhi sharif sharafat say marr gaye murshed hamaray zehan giraftar ho gaye murshed hamari soch bhi bazari ho gai murshed buhat say marr kay ham khud bhi marr gaye murshed hamain zirrah nahi talwar dii gai murshid hamari zaat pay buhtan charr gaye murshed hamari zaat palandon main daab gai murshed hamaray wastay bass ik shakhs tha murshed wo ik shakhs bhi taqdeer lay urri murshed khuda ki zaat pay andha yaqeen tha afsos ab yaqeen bhi andha nahi raha murshed muhabatton kay nitaij kahan gaye murshed meri tu zindagi barbad ho gai murshed hamaray gaon kay bachon nay bhi kaha murshed ku aakhin aa kay sada haal dekh wanj murshed hamara koi nahi ik aap hain yeh main bhi janta hoon keh acha nahi huwa murshed main jal raha hoon hawain na dejye murshed azala kijye duain na deejye murshid main rona rotay huway andha ho giya aur aap hain kay aap ko ehsas tak nahi hai sabar kijye sabar ka phal meetha hota hai murshed main bhonkda han jo kai sahy vi nahi bachi murshad wahan yazeediyat aagay nikal gai aur parsa nimaz kay peechay parray rahay murshad kisi kay hath main sab kuch tu hai magar murshad kisi kay hath main kuch bhi nahi raha murshad main larr nahi saka par cheekhta raha khamosh reh kay zalim ka hami nahi bana murshid jo meray yaar, bhala chorrain, rehnay dain achay thay jaisay bhi khuda un ko khush rakhay murshed hamari ronaqain dori nigal gai murshid hamari dosti shubhat kha gaye murshad aye photo pechalay mahinay chikaya haa hun mekon dekh lagda ay jo ay photo meda hai yeh kis nay khel khel main sab kuch ulat diya murshed yeh kiya keh mar kay hamain zindagi milay murshid hamaray wirsay main kuch bhi nahi so ham bay mausami wafat ka dukh chorr jain gaiy murshid kisi ki zaat say koi gila nahi apna naseeb apni khrabi say mar giya murshid wo jis kay hath main har ik cheez hai shayad hamary sath wahhi hath kar giya murshid suain chorr tera pol khul giya tu bhi meri tarah hai teray bas main kuch nahi insan mera dard samajh saktay hi nahi main apnay saray zakhm khud ko dikhaoon gaaye rabb e kainat idhar dekh mein faqeer jo teri sarparasti main barbad ho giya parwardigar bol kahan jain teray log tujh tak puhanchnay ko bhi waseela zarori hai parwardigar aaway ka aawa bigarr giya yeh kis ko teray din kay thekay diyae gaye parwardigar zulm pay parcham nigon kiya har sanhay pay sirf taranay likhay gaye har shakhs apnay baap kay firqay main band hai parwardigar teray sahifay nahi khulay kuch aur bhej teray guzashta sahifon say maqsad hi haal huway hain masail nahi huway jo ho giya su ho giya ab mukhtiyari cheen parwardigar apnay khaleefay ko rasi daal jo teray pass waqt say pehlay puhanch gaye parwardigar unkay masail ka hal nikal parwardigar sirf bana dena kafi nahi takhleeq kar kay bhej tu phir dekh bhaal kar ham log teri kun ka bharam rakhnay aaye hain parwardigar yaar hamara khiyal kar murshid say kaha dard e muhabbat ki dawa do hazrat nay muskura kay kaha aur muhabbat

Comments
  • Afkar Alvi Best Poetry Collection || Afkar Alvi Poetry Murshid || Afkar Alvi Sad Shayari 3 года назад
    Afkar Alvi Best Poetry Collection || Afkar Alvi Poetry Murshid || Afkar Alvi Sad Shayari
    Опубликовано: 3 года назад
  • Afkar Alvi /Danish Kadah Mushaira 2024/Sahiwal/Latest Poetry 1 год назад
    Afkar Alvi /Danish Kadah Mushaira 2024/Sahiwal/Latest Poetry
    Опубликовано: 1 год назад
  • ⚡️ Зеленский пожелал Путину смерти || Спецслужбы зашли в Москву 4 часа назад
    ⚡️ Зеленский пожелал Путину смерти || Спецслужбы зашли в Москву
    Опубликовано: 4 часа назад
  • Murshad Please Aaj Mujhe Waqt Dejye - Murshad Dua Karo🤲| Kamal Poetry | Live Performance in DaisBook 1 год назад
    Murshad Please Aaj Mujhe Waqt Dejye - Murshad Dua Karo🤲| Kamal Poetry | Live Performance in DaisBook
    Опубликовано: 1 год назад
  • ख़ुदा के वजूद पर बहस में जावेद अख़्तर ने मुफ्ती की दलील को स्वीकार किया ! 😱 | Jawed Akhtar on God 2 дня назад
    ख़ुदा के वजूद पर बहस में जावेद अख़्तर ने मुफ्ती की दलील को स्वीकार किया ! 😱 | Jawed Akhtar on God
    Опубликовано: 2 дня назад
  • Ali Zaryoun New Mushaira | ALI ZARYOUN LATEST POETRY 2020 | Hujra Sabri 547 GB Mushaira 2020 5 лет назад
    Ali Zaryoun New Mushaira | ALI ZARYOUN LATEST POETRY 2020 | Hujra Sabri 547 GB Mushaira 2020
    Опубликовано: 5 лет назад
  • Ali Zaryoun | Manzar | CAP Academy | Mushaira | February 2025 | Faisalabad | Urdu Punjabi Poetry 9 месяцев назад
    Ali Zaryoun | Manzar | CAP Academy | Mushaira | February 2025 | Faisalabad | Urdu Punjabi Poetry
    Опубликовано: 9 месяцев назад
  • Nadeem Bhabha Poetry | Hafizabad Mushaira 2020 | Nadeem Bhabha Latest Poetry | Akus Production 5 лет назад
    Nadeem Bhabha Poetry | Hafizabad Mushaira 2020 | Nadeem Bhabha Latest Poetry | Akus Production
    Опубликовано: 5 лет назад
  • Tehzeeb Hafi || Taza Ghazalain || adabnama 4 года назад
    Tehzeeb Hafi || Taza Ghazalain || adabnama
    Опубликовано: 4 года назад
  • Last 6 Minutes of God Debate | Shocking | Mufti Shamail Nadwi vs Javed Akhtar 1 день назад
    Last 6 Minutes of God Debate | Shocking | Mufti Shamail Nadwi vs Javed Akhtar
    Опубликовано: 1 день назад
  • Afkar Alvi | Azrah e Sukhan Mushaira 2024 | Mian Channu | Latest Urdu Poetry 1 год назад
    Afkar Alvi | Azrah e Sukhan Mushaira 2024 | Mian Channu | Latest Urdu Poetry
    Опубликовано: 1 год назад
  • URDU POETRY BY AFKAR ALVI NEW MUSHAIRA 5 лет назад
    URDU POETRY BY AFKAR ALVI NEW MUSHAIRA
    Опубликовано: 5 лет назад
  • Murshad Please Aaj Mujhe Waqt Dejye - Murshad Dua Karo | Mohsin Ali Malangi | TIKTOK Viral Song 2023 2 года назад
    Murshad Please Aaj Mujhe Waqt Dejye - Murshad Dua Karo | Mohsin Ali Malangi | TIKTOK Viral Song 2023
    Опубликовано: 2 года назад
  • Afkar Alvi Shayari |2021 Shayari | MQM | APMSO  Mushaira | Youm E Tasees | Karachi | Ishq-E-Bismil 4 года назад
    Afkar Alvi Shayari |2021 Shayari | MQM | APMSO Mushaira | Youm E Tasees | Karachi | Ishq-E-Bismil
    Опубликовано: 4 года назад
  • افکار علوی قومی مشاعرہ بمقام انو بھائی پارک 4 года назад
    افکار علوی قومی مشاعرہ بمقام انو بھائی پارک
    Опубликовано: 4 года назад
  • Abbas Qamar performing in Anjuman's Fourth All India Mushaira at Fazilka 7 лет назад
    Abbas Qamar performing in Anjuman's Fourth All India Mushaira at Fazilka
    Опубликовано: 7 лет назад
  • Tehzeeb Hafi MURAKHTAA Mushaira | Mushaira in Hafizabad | Hafizabad mushaira 25 October 2020 5 лет назад
    Tehzeeb Hafi MURAKHTAA Mushaira | Mushaira in Hafizabad | Hafizabad mushaira 25 October 2020
    Опубликовано: 5 лет назад
  • Ahmad Faraz Poetry | Old Mushaira | Best Ghazals | Ahmed Faraz Urdu Shayari 6 лет назад
    Ahmad Faraz Poetry | Old Mushaira | Best Ghazals | Ahmed Faraz Urdu Shayari
    Опубликовано: 6 лет назад
  • Mumtaz Gurmani | Azrah e Sukhan | Multan Mushaira 2024 | Latest Urdu Poetry 1 год назад
    Mumtaz Gurmani | Azrah e Sukhan | Multan Mushaira 2024 | Latest Urdu Poetry
    Опубликовано: 1 год назад
  • Murshid The Poem That Changed Urdu Poetry Forever 5 лет назад
    Murshid The Poem That Changed Urdu Poetry Forever
    Опубликовано: 5 лет назад

Контактный email для правообладателей: [email protected] © 2017 - 2025

Отказ от ответственности - Disclaimer Правообладателям - DMCA Условия использования сайта - TOS



Карта сайта 1 Карта сайта 2 Карта сайта 3 Карта сайта 4 Карта сайта 5