У нас вы можете посмотреть бесплатно Easy Kitchen Gardening | Bhindi Karachi | Okra | Lady Finger | PlantsYard или скачать в максимальном доступном качестве, видео которое было загружено на ютуб. Для загрузки выберите вариант из формы ниже:
Если кнопки скачивания не
загрузились
НАЖМИТЕ ЗДЕСЬ или обновите страницу
Если возникают проблемы со скачиванием видео, пожалуйста напишите в поддержку по адресу внизу
страницы.
Спасибо за использование сервиса ClipSaver.ru
🌱 Welcome to PlantsYard! Dosto, aaj ke vlog mein hum lekar aaye hain ek bohot hi interesting topic – ghar ki bhindi vs market ki bhindi. Aaj hum aapko dikhayenge ke kaise hamare dost ne apne ghar ke chhote se kitchen garden mein bhindi (okra / lady finger) ko seeds se ugaya, aur ab ye pode phool bhi dene lage hain. Is video mein aap jaanenge: ✅ Bhindi ki asal pehchan aur health benefits ✅ Ghar mein ugai bhindi market ki bhindi se zyada tasty aur fresh kyu hoti hai ✅ Neem oil ka spray – ek organic aur harmless solution pests aur fungus ke liye ✅ Bhindi mein aam tor par lagne wale pests aur unka easy control ✅ Bhindi garmiyon ki sabzi hai ya sardiyon mein bhi chalti hai? ✅ Karachi jaise coastal areas mein bhindi ki quality aur size kyu superior hota hai ✅ September ke end aur winter ke liye kon kon si sabziyan beej sakte hain ✅ Hamare dost se exclusive tips – next vlogs mein kon si vegetables aapko grow karna sikhayenge Aaj kal stress, depression aur anxiety har ghar ka issue ban gaya hai. Gardening ek aisa hobby hai jo aapko na sirf mental peace deta hai, balke fresh aur organic khanay ka maza bhi. Isi liye PlantsYard ne ab ek Kitchen Gardening Segment start kiya hai jahan hum aapko seeds se lekar fruits tak har cheez practically dikhaenge. Hamare Kitchen Gardening Expert dost aapko step by step guide karenge ke bhindi aur dusri vegetables ko ghar ke chhote se space mein kaise ugaya jaa sakta hai. 🔔 Channel ko subscribe karna na bhoolen! PlantsYard aapke liye laya hai gardening, plants care, cactus, succulents aur ab kitchen gardening ke complete solutions. #Bhindi #KitchenGardening #Okra #LadyFinger #PlantsYard #GardeningInPakistan #UrbanGardening #OrganicVegetables #NeemOil #PestControl #HomeGarden #GrowYourOwnFood #PakistanGardening #kitchengarden PlantsYard is the channel created for pure nature lover people who wants to learn about plants specially cactus and succulents. Plantsyard also provides breathtaking HD videos of nature which includes real nature scenes and the sounds of nature accordingly.