У нас вы можете посмотреть бесплатно Pari Ke Birthday Par Sab Wahi Kiya… Par 💔 или скачать в максимальном доступном качестве, видео которое было загружено на ютуб. Для загрузки выберите вариант из формы ниже:
Если кнопки скачивания не
загрузились
НАЖМИТЕ ЗДЕСЬ или обновите страницу
Если возникают проблемы со скачиванием видео, пожалуйста напишите в поддержку по адресу внизу
страницы.
Спасибо за использование сервиса ClipSaver.ru
Pari ke birthday par humne kuch naya karne ki koshish nahi ki. Humne woh hi kiya… jo hum hamesha karte the. Sab pooch rahe the — “Is saal Pari ke birthday par kya karoge?” Sach yeh hai, jawab aasaan nahi tha. Mushkil tha… par humne routine nahi badla. Kyunki kuch cheezein yaadon se nahi, zimmedaari se judi hoti hain. Ghar tasveeron se bhara tha. Har tasveer ek kahani keh rahi thi. Phir khana bana — jaise har saal banta tha. Aur uske baad, un bachchon ke saath baith kar khaya jinke saath hum har saal yeh din manate the. Aaj unhone pizza manga. Humne haan keh di. Aur usi beech, zindagi thodi der ke liye phir se saath baith gayi. Yeh vlog na kisi explanation ke liye hai, na kisi sawaal ka jawab dene ke liye. Yeh bas ek din hai… jo dil ke saath jiya gaya. Agar aap yahan tak aaye ho, toh shukriya — kyunki kuch baatein sirf dekhi nahi jaati, mehsoos ki jaati hain 🤍 #shefalijariwala #pari #birthdayvlog #memories #Love #Life #Family #Healing💌 For Business Collaborations/Enquiries: paragtyagi9@gmail.com 📲 Follow me on Instagram for exclusive updates & behind-the-scenes: 👉 / paragtyagi