У нас вы можете посмотреть бесплатно Triveni Sangam Tulapur | Sambhaji Maharaj Balidan Bhoomi | History, Pride & Reality 🚩 | Daily vlog или скачать в максимальном доступном качестве, видео которое было загружено на ютуб. Для загрузки выберите вариант из формы ниже:
Если кнопки скачивания не
загрузились
НАЖМИТЕ ЗДЕСЬ или обновите страницу
Если возникают проблемы со скачиванием видео, пожалуйста напишите в поддержку по адресу внизу
страницы.
Спасибо за использование сервиса ClipSaver.ru
Shri Kshetra Tulapur — Pune ke paas sthit yeh wahi pavitra bhumi hai jahan Triveni Sangam (Bhima, Bhama aur Indrayani nadi) milti hain aur jahan Chhatrapati Sambhaji Maharaj ne dharm aur swarajya ke liye apna mahaan balidan diya. Is vlog mein humne dekha: 🔹 Triveni Sangam aur Triveni Ghat 🔹 Sambhaji Maharaj Samadhi aur statue 🔹 Is jagah ka itihaas aur importance 🔹 Gaon ki auratein jo makka, thandi chaas, kacha aam bechkar apna ghar chalati hain 🔹 Birds, fishing aur yahan ka shant mahaul 🔹 Civic sense – nadi aur ghat ko saaf rakhne ka sandesh 👉 Agar aap Tulapur aaye ho ya aane wale ho, apna experience comments mein zaroor share karein. Aur ho sake toh bacchon ko saath laiye, taaki unhe apna itihaas sirf padhna nahi, mehsoos karna bhi aaye. 🙏 Request hai: Plastic bottles aur chips packets yahan na phenke. Is pavitra sthaan ko saaf rakhna hum sabki zimmedari hai. Jai Shivray 🚩 Jai Sambhaji Maharaj 🚩 Dharmaveer Chhatrapati Shri Sambhaji Maharaj Samadhi, Tulapur धर्मवीर छत्रपती श्री संभाजी महाराज समाधी, तुळापूर 📍https://maps.app.goo.gl/VoqezmSvwAFnZ... Main hoon Aniket, Wagholi Pune se, aur ye mera pehla daily vlog hai. Is channel par aap dekhenge: ✔ Real life daily routine ✔ Small business owner ki journey ✔ Struggle, mehnat aur consistency ✔ Campstrek camping store ka real behind-the-scenes Ye vlog kisi show-off ke liye nahi hai, bas apni journey document karne ke liye hai. Agar aap bhi business, self-growth ya real life vlogs pasand karte ho, to subscribe kijiye aur kal phir milte hain. Shop band, sapne open… milte hain kal. 📍 Location: Wagholi, Pune 🏕️ Business: Campstrek – Camping & Outdoor Store #tulapur #trivenisangam #sambhajimaharaj #ShriKshetratulapur #marathahistory #balidan #jaishivray #indianhistory #punetravel #spiritualindia #historicalplaces #marathaempire #travelvlogindia #youtubegrowth #youtubemarketing #youtubetips #youtubeadvice #howtogrowonyoutubechannel #youtubealgorithm #youtubemonetization #earnmoneyonyoutube #moreyoutubesubscribers #getmoreviewsonyoutube