У нас вы можете посмотреть бесплатно Nimbu ki Mirch नींबू हरी मिर्च का अचार , Hari Mirch Ka Achar Recipe in Hindi-Green Chilli Pickel или скачать в максимальном доступном качестве, видео которое было загружено на ютуб. Для загрузки выберите вариант из формы ниже:
Если кнопки скачивания не
загрузились
НАЖМИТЕ ЗДЕСЬ или обновите страницу
Если возникают проблемы со скачиванием видео, пожалуйста напишите в поддержку по адресу внизу
страницы.
Спасибо за использование сервиса ClipSaver.ru
#bhavanachoudhary #nimbukimirch Nimbu ki mirch bahut testy lagti hai ek baar zarur try karein aur batayein ki aapko kaisi lagi..😋😝😛 Nimbu ki Mirch | नींबू हरी मिर्च का अचार A quick recipe of Green Chilly. Ingredients: 10 नींबू 50gm हरी मिर्च हल्दी पाउडर पीसी हुई राई नमक Recipe: 10 nimbu ka ras nikalna hai phir usko chhan Lena hai usme two pinch of turmeric powder dalna hai Rai Ko baarik karke and swad ke anusaar salt dalkar mix karna hai ,50 gram green chillies Ko Lena hai aur upar se lekar niche tak chira lagana hai , ab nimbu ke ras Ko ek kaanch ki barni main daalkar saari mirch Ko usmen daal Dena hai,thodi thodi der main barni Ko hilate Rehna hai taki mirch nimbu ke ras Ko achhe se absorb kar le, green chillies ka colour halka yellow hone lagta hai it means ki woh galni shuru ho gai hain aur khaneke liye taiyaar hain , ek din main hi ye nimbu mirch khane ke liye taiyaar ho jaati hai, aur ise aap fridge main rakh de ek se do hafte tak aap ise kha sakte hain...roti sabzi daal paratha Puri chila daal chawal khichdi daliya pulao sabke saath kha sakte hain... Pls like ,share ,comment and subscribe.. शुक्रिया 😊 Mere Channel ko zaroor Subscribe karein- / @bhavanachoudhary Join me on social media: / bhavanachoud. . / bhavanakitchen / bhavanachoudhary