У нас вы можете посмотреть бесплатно Best humanity song | Tu Hindu banega na Musalman banega | или скачать в максимальном доступном качестве, видео которое было загружено на ютуб. Для загрузки выберите вариант из формы ниже:
Если кнопки скачивания не
загрузились
НАЖМИТЕ ЗДЕСЬ или обновите страницу
Если возникают проблемы со скачиванием видео, пожалуйста напишите в поддержку по адресу внизу
страницы.
Спасибо за использование сервиса ClipSaver.ru
tu hindu banega na musalman banega insaan ki aulad hai insaan banega tu hindu banega na musalman banega insaan ki aulad hai insaan banega achchha hai abhi tak tera kuch naam nahi hai tujhko kisi majhab se koi kaam nahi hai achchha hai abhi tak tera kuch naam nahi hai tujhko kisi majhab se koi kaam nahi hai jis ilm ne insaan ko taksin kiya hai us ilm ka tujh par koi iljaam nahi hai tu badle huye waqt ki pehchan banega insaan ki aulad hai insaan banega tu hindu banega na musalman banega insaan ki aulad hai insaan banega malik ne har insaan ko insaan banaya hamne use hindu ya musalman banaya malik ne har insaan ko insaan banaya hamne use hindu ya musalman banaya kudrat ne to bakshi thi hame ek hi dharti hamne kahi bharat kahi iran banaya jo tod de har band vo tufan banega insaan ki aulad hai insaan banega tu hindu banega na musalman banega insaan ki aulad hai insaan banega nafrat jo sikhaye vo dharam tera nahi hai insaan ko jo ronde vo kadam tera nahi hai nafrat jo sikhaye vo dharam tera nahi hai insaan ko jo ronde vo kadam tera nahi hai kuran na ho jisme vo mandir nahi tera gita na ho jisme vo haram tera nahi hai tu amn ka aur sulah ka armaan banega insaan ki aulad hai insaan banega tu hindu banega na musalman banega insaan ki aulad hai insaan banega ye din ke taajar, ye vatan bechne wale vatan bechne wale ye din ke taajar, ye vatan bechne wale insaano ke laasho ki kafan bechne wale kafan bechne wale insaano ke laasho ki kafan bechne wale ye mehlo me baithe huye katil, ye lutere kaanto ke vajru hai chaman bechne wale kaanto ke vajru hai chaman bechne wale tu inke liye maut ka ailaan banega insaan ki aulad hai insaan banega tu hindu banega na musalman banega insaan ki aulad hai insaan banega