У нас вы можете посмотреть бесплатно Amritvela Darshan to Wagah Border🇮🇳 | Full Goosebumps Amritsar Vlog🔥 | Chapter 2 или скачать в максимальном доступном качестве, видео которое было загружено на ютуб. Для загрузки выберите вариант из формы ниже:
Если кнопки скачивания не
загрузились
НАЖМИТЕ ЗДЕСЬ или обновите страницу
Если возникают проблемы со скачиванием видео, пожалуйста напишите в поддержку по адресу внизу
страницы.
Спасибо за использование сервиса ClipSaver.ru
Amritsar ka yeh safar mere liye sirf ek trip nahi... ek ehsaas, ek seekh aur ek jazba ban gaya. Subah ke Amritvela me Sri Harmandir Sahib (Golden Temple) ke darshan, shant sarovar aur subah ka Hukamnama - jisne poore mann ko sukoon se bhar diya. Uske baad pahuncha Jallianwala Bagh, jahan har deewar, har kona aur har nishaan apni kurbani ki kahani khud bayaan karta hai. Wahan khade hokar mehsoos hota hai ki hamari aazaadi kitni keemti hai. Phir safar badha Gobindgarh Fort, jahan Punjab ki rich history, culture aur heritage ko kareeb se dekhne ka mauka mila - bhangra beats, Punjabi swaad aur royal vibes ke saath. Aur is poore safar ka sabse thrilling, emotional aur goosebumps wala pal tha Wagah Border Ceremony - Jab Bharatiya jhanda lehraaya, "Bharat Mata Ki Jai" ke nare goonje aur BSF jawano ka josh nazron ke saamne aaya - us waqt seena khud hi garv se chaudha ho gaya. Yeh safar yahin khatam hota hai... lekin zindagi aur azaadi ka yeh silsila yunhi chalta rahega. Main Bharatiya hoon... aur mujhe is par garv hai 🇮🇳 • Mool Mantar + Waheguru Simran Meditation |... Mool Mantra Waheguru • VANDEMATARAM | Instrumental | Indian Natio... Vandematram Instrumental These Songs Used in this video Like Comment Share And Subscribe the channel ❤️