У нас вы можете посмотреть бесплатно Ghar laut ke ghar mein pehla diya | Irtaza Jaffri | Bibi Zainab Noha 2025 или скачать в максимальном доступном качестве, видео которое было загружено на ютуб. Для загрузки выберите вариант из формы ниже:
Если кнопки скачивания не
загрузились
НАЖМИТЕ ЗДЕСЬ или обновите страницу
Если возникают проблемы со скачиванием видео, пожалуйста напишите в поддержку по адресу внизу
страницы.
Спасибо за использование сервиса ClipSaver.ru
Bismillah - Ya Aliع Madad Ghar laut ke ghar mein pehla diya kis Tarah jalaya Zainab Ne | Ghar laut ke ghar mein pehla diya | Irtaza Jaffri | Nohay 2025 | Muharram 2025/1447 | Bibi Zainab Noha 2025 | Watan Wapisi Noha | Ghar Lot Kay Ghar Mein Pehla Diya | New Nohay 2025 | Bibi Zainab sa Noha | 8 Rabi ul Awal Noha Kalam Title | Ghar laut ke ghar mein pehla diya kis Tarah jalaya Zainab sa Ne Recited by | Irtaza Jaffri Poet | Janab Mir Ahmed Navaid Orignal Reciter | Nazim Party Audio Recorded & Master/Mixing | Studio92 (Shabih Jafry) Video | SRS Production DOP | Mahmood Ali Achoali Special Thanks | Mir Ahmed Navaid, Nayab Hussain Zaidi Album | 1447 / 2025 Digital Partner & World Wide Distribute | MobiTising Islamic Date | 8 Rabi ul Awal 1447 =========================== 𝐋𝐘𝐑𝐈𝐂𝐒 - گھر لوٹ کے گھر میں پہلا دیا کس طرح جلایا زینبؑ نے بس آہ بھری اور گھُٹ گھُٹ کر بیٹوں کو پکارا زینبؑ نے پھر کوئی ہوک اُٹھی دل سے پھر شام غریباں یاد آئی حجروں میں عونؑ و محمد ؑکے دیکھا جو اندھیرا زینبؑ نے کس طرح سے زینبؑ اور صغریٰؑ ایک دوسرے کو پہچانیں گی صغریٰؑ کے بال سفید ہوئے کیا کالا جوڑا زینبؑ نے غش آنے سے پہلے دونوں نے ایک دوجے کو بس تھام لیا صغریٰؑ نے جو دیکھا زینبؑ کو صغریٰؑ کو جو دیکھا زینبؑ نے ایک شور اُٹھا اُجڑے گھر میں ہائے اکبرؑ ہائے اصغرؑ صغریٰؑ سنبھالا زینبؑ کو صغریٰؑ کو سنبھالا زینبؑ نے بھائی کی یاد میں جیتے جی آنکھوں سے بہایا اک دریا بیٹوں کی یاد میں جیتے جی انسو نہ بہایا زینبؑ نے نبیوں کی وراثت کے وارث کی امانت دار بہن تھی نویدؔ توحید کے بار کو شانوں پر تنہا ہی اٹھایا زینبؑ نے کلام | میر احمد نویدؔ Ghar laut ke ghar mein pehla diya kis tarah jalaya Zainab ne Bas aah bhari aur ghut ghut kar beto ko pukara Zainab ne Phir koi hook uthi dil se phir shaam-e-ghareeban yaad aayi Hujron mein Aun o Muhammad ke dekha jo andhera Zainab ne Kis tarah se Zainab aur Sughra ek doosre ko pehchanain gi Sughra ke baal safed hue kya kala jora Zainab ne Ghash aane se pehle dono ne ek dooje ko bas thaam liya Sughra ne jo dekha Zainab ko, Sughra ko jo dekha Zainab ne Ek shor utha ujray ghar mein, haaye Akbar haaye Asghar Sughr sambhala Zainab ko, Sughra ko sambhala Zainab ne Bhai ki yaad mein jeete ji aankhon se bahaya ek darya Beto ki yaad mein jeete ji aansoo na bahaya Zainab ne Nabiyon ki virasat ke waris ki amanatdaar behn thi Navaid Tauheed ke baar ko shanon par tanha hi uthaya Zainab ne Poet | Mir Ahmed Navaid ==================================================== This sorrowful noha expresses the grief-filled moments of the watan wapsi (return to the homeland) of the Ahl-e-Haram after the tragedy of Karbala. The poetry reflects the deep pain of Hazrat Zainab (sa) and Bibi Sughra (sa) as they return to their home, remembering the martyrs of Karbala—Imam Hussain (as), Hazrat Ali Akbar (as), Hazrat Ali Asghar (as), and the beloved sons Aun (as) and Muhammad (as). Each verse carries the weight of loss, sacrifice, and resilience, portraying the strength of Bibi Zainab (sa) who bore the responsibility of carrying the message of Karbala and upheld the legacy of the Ahlul Bayt (as). This noha is a grief-stricken tribute, reminding us of the immense sacrifices made for the preservation of Islam and the message of Tawheed. 📌 Don’t forget to Like | Share | Subscribe for more spiritual recitations. #nohay #nohay2025 #irtazajaffri #ij25 #IJ #ij #karbala #muharram2025 #irtaza #trending #newnoha #nohay1447 #noha1447 #nouha #yaabbas #azadari #8rabiulawwal #watanwapisi #gharloutkaygharmeinpehladiyakistarhanjalayazainabne #bibizainab #bibizainabnoha Copyright strictly prohibited ⓒ. Copyright prohibited ⓒ - IrtazaJaffri