У нас вы можете посмотреть бесплатно Devi Kali and KaliKshetra Kolkata 🕉🛕 | Part 1 или скачать в максимальном доступном качестве, видео которое было загружено на ютуб. Для загрузки выберите вариант из формы ниже:
Если кнопки скачивания не
загрузились
НАЖМИТЕ ЗДЕСЬ или обновите страницу
Если возникают проблемы со скачиванием видео, пожалуйста напишите в поддержку по адресу внизу
страницы.
Спасибо за использование сервиса ClipSaver.ru
Kahi garbhgriha main 9 naramundo aur haddio ki mala tangi hui dikhti hai, toh kahi bhakto ko chinese noodles ka Prasad dia jata hai. Kahi samshan se lae hue ladki ko jalakar devi ka bhog banaya jata hai toh kisi mandir ki sthapna british kaal k khunkar dacaito k saath ki jati hai. Kolkata aur yaha ki Kali bhakti daravni bhi hai aur khoobsoorat bhi. devi Kali adishakti, matlab sanatan dharm main divine feminine power ka ek roudra roop hai. Likhit itihas ki maane toh mehaz 350 saal pehle ek British east india company k afsar job charnock ne shehar kolkata ki sthapna ki thi, par usse kai barso pehele se yeh khetra apne sanskritik aur adhyatmik kendra raha hai. Yaha k asangkha mandir is ki tarakki ka karan bane hai. शहर की पहली सड़क मुर्शिदाबाद से कालीघाट mandir तक जंगलों के बीच पैदल यात्रा करने वाले यात्रियों k liye banai gai thi, yaha k सबसे पुराने posh ilako main se ek चितपुर का नाम yaha के चित्तेश्वरी मंदिर के कारण पड़ा। Bangal k itihas main devi kali sabhi tabko ki devi thi. Jaha zamindar aur ameer bhi devi ki bhakti main mandir bana rahe thhey, yahi samaj ka nichla tabka yaha tak ki criminal aur dacait bhi Kali bhakti ka hissa thhey. kaha jata k swatantra ki ladai main bangal k revolutionaries maa kali k saamne desh k liye jeene marne ki shapath lete thhey. Armed revolutionaries k inn bhayanak devi k bare main kai bhaibhit british officers aur admistrators ne bhi apne journals main likha hua k kaise inn devi se tamtric shaktia arjit kar swatantra senani khumkaar hoo uthre hai. Aaj k explained by sohum k इस वीडियो में, hum कोलकाता और uski kshetrapalika devi kali k beech k iss rishtey ko samjhenge, yeha k 5 प्रसिद्ध मंदिरों या कालीक्षेत्रों के माध्यम से. Chapters: 0:00 Introduction 1:35 Kalighat 3:29 Thanthania Kali 4:32 Lake Kali 5:11 Dakait Kali 5:57 Chinese Kali Information presented in this video is based on articles and material present in public domain. Video Disclaimer Please Note - Some photos and Illustrations are taken from the Internet or generated through AI. Please contact for Copyright Credit or Removal.