У нас вы можете посмотреть бесплатно 🔴 LIVE :| MAJLIS-E-AZA SYEDUSH SHOHDA (A.S) | BA SILSILA E CHEHLUM BARA-E-ISAAL E SAWAAB,| 1447H | или скачать в максимальном доступном качестве, видео которое было загружено на ютуб. Для загрузки выберите вариант из формы ниже:
Если кнопки скачивания не
загрузились
НАЖМИТЕ ЗДЕСЬ или обновите страницу
Если возникают проблемы со скачиванием видео, пожалуйста напишите в поддержку по адресу внизу
страницы.
Спасибо за использование сервиса ClipSaver.ru
Labbaik Ya Hussain (A.S) Bismillah ir-Rahman ir-Raheem Rasool Allah (saww) ne farmaya: “Jo Aal-e-Muhammad (a.s) ki muhabbat par wafat paaye, woh shaheed mara.” Majlis-e-Aza Syed-ush-Shuhada (a.s) Is silsila-e-majlis ke zariye isaal-e-sawab Syeda Zareen Fatima Marhooma (bint Syed Hussain Mehdi Marhoom – ahliya Tauheed Haider Arif (Fareed)) Waqt: Baad Namaz-e-Zohrein Roz: Itwaar Tareekh: 21 December 2025 Mutabiq 29 Jamadi-ul-Sani 1447 Hijri Muqaam: Masjid Anjuman-e-Ashri (Chhoti Masjid) Maata Ki Khedi, Mhow Jis mein: Maulana Syed Haider Raza Razvi Sahab Qibla Bayan farmaayenge Chashm-e-Baraah: Shohar, farzandan aur khaandaan-e-marhooma Note: Khawateen ke liye intezam Aashoor-khaana Zehra (s.a) Chhoti Masjid ke pichhle hisse mein hoga.