У нас вы можете посмотреть бесплатно Nusrat Fateh Ali Khan - Arshe Azam Ka Doolha | Official Qawali или скачать в максимальном доступном качестве, видео которое было загружено на ютуб. Для загрузки выберите вариант из формы ниже:
Если кнопки скачивания не
загрузились
НАЖМИТЕ ЗДЕСЬ или обновите страницу
Если возникают проблемы со скачиванием видео, пожалуйста напишите в поддержку по адресу внизу
страницы.
Спасибо за использование сервиса ClipSaver.ru
Arshe Azam Ka Doolha | Official Qawali | Nusrat Fateh Ali Khan Lyrics : Arshe Azam Ka Doolha (Groom of the 7th Heaven) aaa (Sufi chants) mohammad nakhuda hein jab unhein kahiyeh to kia kahiyeh do alam ke nigehban aur fakhr-e-ambiya kahiyeh azmat-e-shah-e-wala bari cheez hai arsh-e-azam ka dulha bari cheez hai jalte hein jibrael ke par jiss maqam per uski haqeeqaton se shanasa wohi to hai //arsh-e-azam ka dulha bari cheez hai aaa ibn-e-yaqoob ko allah ne surat bakhshi her nabi ko koi izzat koi azmat bakhshi aur eesa ko masihae ki dolat bakhshi meri sirkar ko bepardah ziarat bakhshi //arsh-e-azam ka dulha bari cheez hai aaa yoon to sare nabi mohtaram hein magar //arsh-e-azam ka dulha bari cheez hai yoon to eesa bhi hein mosa bhi hein yousuf bhi magar //arsh-e-azam ka dulha bari cheez hai aaa ey farishto wo sultan-e-mairaj hein tum jo dekho gay hairan ho jao gay zulf tafseer-e-wallail bun jaye gi chehra quran sara nazar aaye ga //arsh-e-azam ka dulha bari cheez hai aaa alam usay sajda kare arsh-e-bareen dar per jhuke shah-e-arab mehboob-e-rab kiss shan ka mehmaan hai //arsh-e-azam ka dulha bari cheez hai aaa azmat-e-shah-e-wala bari cheez hai arsh-e-azam ka dulha bari cheez hai rahbar-e-deen-o-dunya bari cheez hai shan-e-sirkar-e-badha bari cheez hai dono alam ka aaqa bari cheez hai //dono alam ka aaqa mohammad kamli wala aaa imam-ul-mursalin kahiyeh ke mehboob-e-khuda kahiyeh gunaahgaro ki khatir shafa e rooz e jaza kahiyeh khuda ne khud pukara hai imam-ul-musralin keh ker zabaan per naam jab aaye to phir salle ala kahiyeh //mohammad kamli wala dono alam ka aaka mohammad kamli wala aaa darood un per salaam un per nabuwwat khatam un per unhein shams ud doha kahiyeh unhein badr ud duja kahiyeh //mohammad kamli wala dono alam ka aaka mohammad kamli wala aaa mohammad mustafa ko zaat e haq ka aina kahiyeh unhe ko ibtida kahiyeh unhe ko intiha kahiyeh //mohammad kamli wala dono alam ka aaka mohammad kamli wala aaa wo her tareef se afzal wo her tauseef se wala shah-e-her-do-sara kahiyeh ke mehboob-e-khuda kahiyeh //mohammad kamli wala dono alam ka aaka mohammad kamli wala aaa shams ud doha badr ud duja noor ul huda khair ul wara wo azmat e insaan hai wo zeenat e quran hai //mohammad kamli wala dono alam ka aaka mohammad kamli wala aaa izzat o jah o sarwat koi shai nahi sare alam ki daulat koi shai nahi taaj o takht o hakomat koi shai nahi raaj walo ki naimat koi shai nahi //kamli wale ka sadqa bari cheez hai aaa mut dehr ke sagan-e-kamina se bheek maang her waqt tajdar-e-madina se bheek maang //bari cheez hai kamli wale ka sadqa bari cheez hai aaa chand taro mei yeh shan-o-shoukat kahan ghuncha-o-gul mein aise haqiqat kahan lal-o-gouhar ki yeh qadr-o-qeemat kahan meri loh-e-jabeen ki yeh qismat kahan //unki khak e tafepan? bari cheez hai aaa mere dawar mujhe aur kia chahiyeh is se barh ker mujhe aur kia chahiyeh ey munawwar mujhe aur kia chaiyeh rooz e mehshar mujhe kia chahiyeh //mustafa ka sahara bari cheez hai aaa bekason ko bhala aur kia chaiyeh astan e habib e khuda chaiyeh ik jabeen e aqidat ko kia chaiyeh naqsh e pae habib e khuda chaiyeh ik gunahgar ko aur kia chaiyeh shah e qounain ka aasra chaiyeh //mustafa ka sahara bari cheez hai aaa kashti ki baat hai na kinare ki baat hai something ke nakhuda ke sahare ki baat hai hum se gunahgaro ki bakhsish baroz e hashar aaqa ke aik adna ishare ki baat hai //mustafa ka sahara bari cheez hai aaa mere haal per kisi ka yeh karam nahi to kia hai jahan na o dagmagai waheen aa gaya kinara mujhe aap se hai nisbat to jahan e rang o bo mein mujhe kia gharaz ke dhondo kisi ghair ka sahara //mustafa ka sahara bari cheez hai aaa ey sahib e kashti fikr na ker sirkar madad ko ain ge toofano ke rukh phir jate hein jab unki inayat hoti hai //mustafa ka sahara bari cheez hai aaa rooz-e-mehshar mujhe aur kia chaiyeh mustafa ka sahara bari cheez hai azmat-e-shah-e-wala bari cheez hai azmat-e-shah-e-wala bari cheez ha