У нас вы можете посмотреть бесплатно Misr ki aurton ne apne haath kyun kaat liye? “Duniya ka sab se haseen Nabi. “Yusuf A.S Ka Sabr или скачать в максимальном доступном качестве, видео которое было загружено на ютуб. Для загрузки выберите вариант из формы ниже:
Если кнопки скачивания не
загрузились
НАЖМИТЕ ЗДЕСЬ или обновите страницу
Если возникают проблемы со скачиванием видео, пожалуйста напишите в поддержку по адресу внизу
страницы.
Спасибо за использование сервиса ClipSaver.ru
Is video mein hum Hazrat Yusuf A.S ki mukammal kahani ko dikhaya hai — ek aisi kahani jisme sabr, aazmaish, gham, umeed, imaan, mo'jizay aur Allah ki hikmat sab kuch shamil hai. Is kahani mein aap dekhein ge: Bhaiyon ka Yusuf A.S ko kuwen mein phenk dena Qaaflay ka unhein Misr le jana Aziz-e-Misr ke ghar par rehna Zulekha ka fitna Misr ki aurton ka haath kaat lena Yusuf A.S ki be-gunah qaid Khwaabon ki ta'beer Badshah ka unhein izzat dena Aur aakhir kar Yaqub A.S se mulaqat Yeh kahani Surah Yusuf par mabni hai — jo Quran ki sab se haseen kahani kehlati hai. Is video ka maqsad yeh hai ke hum sab Allah ke faislon, sabr aur tawakkul ko behtar samajh saken.