У нас вы можете посмотреть бесплатно Ali Hi Haq Tha (Banaam-e-Haidar 3) | Muhammad Samie | Official Video или скачать в максимальном доступном качестве, видео которое было загружено на ютуб. Для загрузки выберите вариант из формы ниже:
Если кнопки скачивания не
загрузились
НАЖМИТЕ ЗДЕСЬ или обновите страницу
Если возникают проблемы со скачиванием видео, пожалуйста напишите в поддержку по адресу внизу
страницы.
Спасибо за использование сервиса ClipSaver.ru
CREDITS: Singer: Muhammad Samie Poet: Muhammad Samie Composer: Muhammad Samie =========================== AUDIO CREW: Music Production: Jay Ali Music Direction: Muhammad Samie & Jay Ali Main Harmonium: Muhammad Samie Second Harmonium: Jay Ali Tabla: Irfan Aly Dholak: Irfan Aly & Kamran Ali Mandolin & Guitars: Mumtaz Hussain Chorus Vocals: Ali Hassan, Ali Murtaza & Arslan Ali Recording: Jay Ali Mixing & Mastering: Jay Ali =========================== VIDEO CREW: Director: Muhammad Samie Video Concept: Muhammad Samie & Suleman Shah Cinematographer: Suleman Shah DOP: Suleman Shah Gaffer: Usman Rizwan Art Work: Muhammad Samie Wardrobe: Muhammad Samie Lighting Production: Light & Grip Productions Post-Production: Suleman Shah Production House: Kul Andar Films A Presentation by Short Sufi Films ============ LYRICS: Ali hi haq tha Ali hi haq hai Ali ki naslon mein haq rahe ga Ali viraasat hai Mustafa ki, Ali hi mash’hood-e-haq rahe ga Tu wo walad hai jo lam-yalid ke makaan se jalwa-numa hua hai Tu nashir-e-dawa-e-salooni, tu kya hai? Sab ko guman hua hai Tu qasim-e-noor-e-Mustafa hai, tu nafs-e-Payghambar-e-Khuda hai Tu markaz-e-Awliya-e-alam, tu bil-yaqeen fakhr-e-Ambiya hai Ali mizaaj-e-Muhammadi hai, Ali to asrar-e-haq rahe ga Ali hi haq tha Ali hi haq hai Ali ki naslon mein haq rahe ga Tu hi Risaalat ki hai khilafat, tu hi wilayat tu hi imamat Tu kurra-e-arz-e-Kibriya pe Nabi ki hai awaleen shahadat Tu mehvar-e-ilm-e-do-sara hai, tu kashif-e-maqsad-e-ibadat Tu hai siraat-e-nijaat-e-insaan, hai qalb-e-momin teri riyasat Tumhara rahbar tumhain mubarak, hamara rahbar Ali rahe ga Ali hi haq tha Ali hi haq hai Ali ki naslon mein haq rahe ga Wo badr ho ya mubahila ho, ya phir Muhammad ki wo kisaa ho Wo chahe Marhab ka samna ho, ya phir wo khandaq ka ma’rka ho Uhud mein dhaal-e-Payambari ya, buton ka Ka’be se khaatma ho Ya wo wilayat ki taaj-poshi ba-dast-e-at'haar-e-Mustafa ho Ali se daman bachane wale, Ali tujhe jaa ba jaa mile ga Ali hi haq tha Ali hi haq hai Ali ki naslon mein haq rahe ga Nabi ke deen ki ragon mein Haider lahu ki soorat ravaan rahe ga Ali ka munkir zaleel-o-ruswa azal se tha hashr tak rahe ga Ali hi haq tha Ali hi haq hai Ali ki naslon mein haq rahe ga Bus Ali Ali Bus Ali Ali ... Aao ji Ali Ali wird paka laiyay Ghaman nu chadd aj khushiyan mana laiyay Ral ke aakhiye, “Baad Muhammad Sab ton afzal zikr-e-Ali" Bus Ali Ali Bus Ali Ali Bus ... Ali de chehre nu takna ibadat Ali da naan loko japna ibadat Ki ki mein dassan tenu sifat Ali di Jane Ali nu Khuda Ya Nabi bus Ali Ali Bus Ali Ali Bus ... Haider, safdar, sher-e-ghazanfar Rahbar-e-akbar, mard-e-muzaffar At'har, azhar, Haq da mazhar Peeng de andar cheereya azdar Deen da anbar, Khvaja Qambar Veer Paighambar, awwal number Baad Muhammad sab ton bartar Ikko baan nal puteya Khyber Ilm samandar, fakhr-e-Sikandar Mard-e-Qalandar, loon loon andar Badr ton lay ke Khandak, Khyber Dushman cheer ke langeya Haider Tayyab, tahir, banda-parwar Rooh-e-munawwar, maula, sarwar Hadi, mahdi, aali-gauhar Zahra paak da suchha shauhar Qazi-e-azam, alim-e-alam Shams-e-wilayat, Noor-e-hidayat Aashiq Rab da, Paak nasab da Ghaiz ghazab da, Hunar kasab da Mahir sab da, Fakhr Arab da Baap Hassan da, Phol chaman da Raah adan da, shah zaman da Waar Ali da, kair Khuda da Ishq Ali da, lutf Khuda da Bol Ali de, hukam Khuda da Deed Ali di, karam Khuda da Bus Ali Ali Bus Ali Ali Bus ... #muhammadsamie #shortsufispells #qawwali