У нас вы можете посмотреть бесплатно Jaan Nisar Akhtar - GHAZAL - Humse Bhaga Na Karo Dur Ghazalon Ki Tarah - ROMANTIC URDU POETRY или скачать в максимальном доступном качестве, видео которое было загружено на ютуб. Для загрузки выберите вариант из формы ниже:
Если кнопки скачивания не
загрузились
НАЖМИТЕ ЗДЕСЬ или обновите страницу
Если возникают проблемы со скачиванием видео, пожалуйста напишите в поддержку по адресу внизу
страницы.
Спасибо за использование сервиса ClipSaver.ru
Urdu Poetry of Jan Nisar Akhtar Ghazal: Hum Se Bhaga Na Karo Door Ghazalon Ki Tarah Recitation: Raheel Farooq ہم سے بھاگا نہ کرو دور غزالوں کی طرح جاں نثار اخترؔ کی خوبصورت رومانوی غزل - اردو شاعری --------- LEHJA - A CLASSIC URDU POETRY CHANNEL Lehja (لہجہ) is an Urdu literary (adabi) channel on YouTube. We produce recitations (voice over) of the masterpieces of Urdu poetry. Shayari of Asatiza (the greatest poets of Urdu) narrated by Raheel Farooq with classical melodies in the background is an experience people of taste can relish nowhere else. SUBSCRIBE NOW! / recitation LEHJA PODCAST Listen to Lehja on all major podcast and music streaming platforms including iTunes, Spotify, Deezer, Amazon Music/Audible, Stitcher, iHeartRadio, JioSaavn & Gaana.com. https://anchor.fm/urdurecitation LEHJA STORE Love the classics? Buy the classics! T-shirts, mugs, tote bags, phone cases and more with Urdu art. https://store.recitation.net FOLLOW US Facebook: / urdurecitation Twitter: / urdurecitation Instagram: / urdurecitation Reddit: / urdurecitation Tumblr: https://poetryrecording.com SUPPORT US Patronize: / urdu --------- POETRY TEXT: غزل کا اردو متن: ہم سے بھاگا نہ کرو دور غزالوں کی طرح ہم نے چاہا ہے تمھیں چاہنے والوں کی طرح خودبخود نیند سی آنکھوں میں گھلی جاتی ہے مہکی مہکی ہے شبِ غم ترے بالوں کی طرح تیرے بن رات کے ہاتھوں پہ یہ تاروں کے ایاغ خوبصورت ہیں مگر زہر کے پیالوں کی طرح اور کیا اس سے زیادہ کوئی نرمی برتوں دل کے زخموں کو چھوا ہے ترے گالوں کی طرح تیری زلفیں تری آنکھیں ترے ابرو ترے لب اب بھی مشہور ہیں دنیا میں مثالوں کی طرح ہم سے مایوس نہ ہو اے شبِ دوراں کہ ابھی دل میں کچھ درد چمکتے ہیں اجالوں کی طرح مجھ سے نظریں تو ملاؤ کہ ہزاروں چہرے میری آنکھوں میں سلگتے ہیں سوالوں کی طرح اور تو مجھ کو ملا کیا مری محنت کا صلہ چند سکے ہیں مرے ہاتھ میں چھالوں کی طرح جستجو نے کسی منزل پہ ٹھہرنے نہ دیا ہم بھٹکتے رہے آوارہ خیالوں کی طرح زندگی جس کو ترا پیار ملا وہ جانے ہم تو ناکام رہے چاہنے والوں کی طرح Ghazal in Roman Text (Credits: Rekhta): ham se bhāgā na karo duur ġhazāloñ kī tarah ham ne chāhā hai tumheñ chāhne vāloñ kī tarah ḳhud-ba-ḳhud niind sī āñkhoñ meñ ghulī jaatī hai mahkī mahkī hai shab-e-ġham tire bāloñ kī tarah tere bin raat ke hāthoñ pe ye tāroñ ke ayāġh ḳhūb-sūrat haiñ magar zahr ke pyāloñ kī tarah aur kyā is se ziyāda koī narmī bartūñ dil ke zaḳhmoñ ko chhuā hai tire gāloñ kī tarah terī zulfeñ tirī āñkheñ tire abrū tire lab ab bhī mash.hūr haiñ duniyā meñ misāloñ kī tarah ham se māyūs na ho ai shab-e-daurāñ ki abhī dil meñ kuchh dard chamakte haiñ ujāloñ kī tarah mujh se nazreñ to milāo ki hazāroñ chehre merī āñkhoñ meñ sulagte haiñ savāloñ kī tarah aur to mujh ko milā kyā mirī mehnat kā sila chand sikke haiñ mire haath meñ chhāloñ kī tarah justujū ne kisī manzil pe Thaharne na diyā ham bhaTakte rahe āvāra ḳhayāloñ kī tarah zindagī jis ko tirā pyaar milā vo jaane ham to nākām rahe chāhne vāloñ kī tarah #Urdu #Shayari #RomanticPoetry