У нас вы можете посмотреть бесплатно Part 1/2: Tablighi Jama'at Ki Haqiqat By Meraj Rabbani. / تبلیغی جماعت کی حقیقت از شیخ معراج ربانی۔ или скачать в максимальном доступном качестве, видео которое было загружено на ютуб. Для загрузки выберите вариант из формы ниже:
Если кнопки скачивания не
загрузились
НАЖМИТЕ ЗДЕСЬ или обновите страницу
Если возникают проблемы со скачиванием видео, пожалуйста напишите в поддержку по адресу внизу
страницы.
Спасибо за использование сервиса ClipSaver.ru
★ Tabligi jamat islam ki dawat deti hai ya apne buzurgon ki~~ ★Tabligi jamat ki talimat aur tareeqa.e. dawat Gair islami hai~ ★Ham apni taraf se koi bat nahi kehte balki.Q.na. tableegi jamat.k.Baani molvi ILYAS kandhalvi.k.Qaul ki Roshni mai is bat ka faisla kiya jaye.k.kya tabligi jamat MOHAMMAD (saw)ki dawat ko Aam karna chahti hai ya apne buzurgon ki~~ ★molvi ILYAS farmate hai:-molana THANVI(ashraf ali thanvi).ne bahut bada kam kiya hai bas mera dil chahta hai.k.taleem to unki ho aur tareeqaye tableeg mera ho.k.is tarha unki taleem Aam ho jayegi. (malfoozat molana ilyas 52.47)~ ★ kaash.k.molvi ILYAS ye farmate.k.taleemat to Quraan.hadees.ki ho aur usko Aam karne ka tareeqa.wa.manhaj bhi sunnat.k.Ain mutabiq ho " agar unki niyat is tarha hoti to kitna accha hota . " lekin zahir.c.bat hai jo bat dil mai hoti hai wo bat zubaan par Aa hi jati hai~ ★Ab ASHRAF ali thanvi ki taleemat dekh lo~ ★Apni kitab BAHISHTI ZEWAR mai likhte hai.k.kisi ko baccha paida ho rha ho.Aur wo abhi adha andar hai aur adha bahar hai agr us waqt bhi (aurat ko) hosho hawas baqi hai to usko Namaz padna farz hai Qazaa karna durust nahi ! • ye hai ASHARAF ali ki talimat jisko molvi ilyas Aam karna chahte hai ! • islami.k.mukhalif log hamesha se yahi chaal chal rahe hai.k.wo apni kisi bhi tehreek ko kamyab banane.aur logon.ki.himayat hasil karne k.liye wo islam hi ka nam lete hai . " aur aaj tableegi jamat walon.ka.bhi yahi kam hai Q.k.wo bhi yahi kehte hai.k.ham NABI(saw).ki sunnat ko zinda karne.k.liye ghar se nikle hai~ • Magar inki Taleem ko dekha jaye to ye NABI (saw) ki sunnat ko Nahi balki apne akabir ki baton ko zinda kar rahe hai . " Aaj inhen Quraan ko tarjume.k.sath padna mushkil lagta aur apne akabiron ki likhi fiqa aur fazaile amal asan lagti hai Aur Ye Log inhi kitabo ki taleem dete hai !