У нас вы можете посмотреть бесплатно माताप्रसाद पाण्डे ने योगी के सामने संजय निषाद की लगा दी वाट ' चक्कर में पड़ गये ' ! или скачать в максимальном доступном качестве, видео которое было загружено на ютуб. Для загрузки выберите вариант из формы ниже:
Если кнопки скачивания не
загрузились
НАЖМИТЕ ЗДЕСЬ или обновите страницу
Если возникают проблемы со скачиванием видео, пожалуйста напишите в поддержку по адресу внизу
страницы.
Спасибо за использование сервиса ClipSaver.ru
Samajwadi Party ke varishth neta Mata Prasad Pandey ne Uttar Pradesh Vidhan Sabha mein apne bhashan ke dauran aarakshan ke samarthan mein zor daar baat rakhi. Unhone kaha ki reservation samajik nyay ka aadhar hai aur ise kamzor karne ki kisi bhi koshish ka Samajwadi Party virodh karegi. Unhone saaf kaha ki pichhde, dalit aur vanchit varg ko unka samvidhanik haq milna hi chahiye. Apne bhashan mein unhone Shankaracharya ke apmaan ka mudda bhi uthaya aur kaha ki kisi bhi dharm guru ya aastha ke prateek ka apmaan bardasht nahi kiya jana chahiye. Unhone sarkar se is mamle mein spasht rukh lene aur samman banaye rakhne ki maang ki. Unke bayan ke dauran sadan mein kaafi teekhi pratikriya dekhne ko mili aur vipaksh ne mej thapthapakar samarthan jataya. #MataPrasadPandey #UPNWS #SamajwadiAkhilesh