У нас вы можете посмотреть бесплатно EK KHWAISH - ZEUS | New Sad Urdu Rap Song 2025 | Official Audio | Latest Rap Song или скачать в максимальном доступном качестве, видео которое было загружено на ютуб. Для загрузки выберите вариант из формы ниже:
Если кнопки скачивания не
загрузились
НАЖМИТЕ ЗДЕСЬ или обновите страницу
Если возникают проблемы со скачиванием видео, пожалуйста напишите в поддержку по адресу внизу
страницы.
Спасибо за использование сервиса ClipSaver.ru
Hii Follow Zeus On Instagram 👇🏻 / ihatezeus Audio Track : Ek Khwaish Written /performed : ZEUS Produced By : Gideon beats Mix/Mastered By : ZEUS Cover Art : ZEUS Album : Sheesha Spotify : https://open.spotify.com/artist/4Nm47... Discord : / discord Lyrics : Wafa se likhi tere upar Ghazal mujhse Mukarti Yeh sheesho ke maqaano me rehke bhi rakhte patthar dil Mai kya kosu bewafa ko bewafayi ke liye Jab mere khudki beeti yeh kahani Usse Batthar thi Tasveerein kamre me kuch kehna chahti Toh Kya baat karta khamoshi ki Maa baap ke bina jo tune duniya dekhi Toh khaak tune duniya dekhi Ek Khwaish thi tere baad mere baad bhi tum khush raho Par jaan ke yeh Dukh hua tum pal me hi sawar gye Waqt se badalte kaafi daur dekhe the maine Badal gya sama Badle ke taur pe badal gye Mujhme guroor kaisa jab mai khud hi ek guroor hu Gareebi dekhi thi maine raqam se kaafi door hu Tum nazre yun churakar jo karte ho dhokebaazi Par Tum jaante ho behtar ki Mai jaanta jaanta zaroor hu Kho diya woh sab jo kuch pehle se tha duniya me Kahan se mera ho gya woh sab jo maine Khoya tha 2 roti na milne ki shikayat kya hi karta mai Us baap se kya Maangta jo khud hi bhooka soya tha Dilo me tha khuda Maine saare Jahaan me dhunda Tu tha insaano me Maine meri Wafa me dhunda Kya usne mujhse zyada pyaar tujhe kiya hoga Pakhe pe latke bete ki laash se maa ne pucha Farak smjh gya tha Shauq aur woh khwaish me Fayda kabhi uthaya nahi us baap ki Majboori ka Ek bewafa ke diye saare gham mitaake aaya hu Kya sach me uska hona maa se bhi zyada zaroori tha Toh kaisa yeh sawaal Or kya deta jawaab mai Zindagi murda Jeene ki Aas dekhi laash mein Hum aaj bhi logo ko unki zaat se pehchaane Banaya jis khuda ne usse Maut kaise maange Nafrat ubalti hai Junoon ki tarha Paisa Behta yahan Khoon ki tarha Bik chuka zamana aur Adalat ki nilaami Paisa deta hai gawahi ab Saboot ki jagah Bachpan ghum gya hai phono me Saadgi cheeni uski is Duniya ke logo ne Par tha Alag woh logo se Nafrat woh seekha Jab se dekhi duniya daari Baccha ghar se nikla kho Gaya Duniya ke kisi kone me Humein sikhaya schoolo me hisaab Krna kaafi kabhi yeh nahi sikhaya ki zindagi kaise jeete hai Aasmaan se gira kisi khwaab se tarha woh jeeta ab Duniya se haara Toota taara ab Zameen pe hai Tags: (ignore) #Zeus #rap #hindirap #Shikayat #dhh #newrapsong #hindirapsong #ihh #desihiphop #indianhiphop #sadrap #motivationalrap #hiphop #rapsong #sadrapsong #motivationalrapsong #underground #underground hiphop #hindisong #urdurap #urdupoetry #storytellingrap #hiphopmusic #rapmusic #rapper #newrap #newmusic #raphindi, rap song hindi, sad rap song, lofo rap song, r&b rap, rap, hindi rap 2024, sad hindi rap, rap sad hindi, sad rap, hip hop, hindi rap, hip hop, Indian hip hop, desi hip hop, viral rap, r&b rap song, lofi rap, lofi sad rap, hustle, latest rap song, new hindi rap song, motivational rap song, motivational hindi songs, best rap, fast rap song, hindi motivational rap song, #sad