У нас вы можете посмотреть бесплатно डा. रागिनी की स्पीच से यूपी विधानसभा में बवाल तो सतीश महाना जी ने फ़ेक दिया हेडफोन ! или скачать в максимальном доступном качестве, видео которое было загружено на ютуб. Для загрузки выберите вариант из формы ниже:
Если кнопки скачивания не
загрузились
НАЖМИТЕ ЗДЕСЬ или обновите страницу
Если возникают проблемы со скачиванием видео, пожалуйста напишите в поддержку по адресу внизу
страницы.
Спасибо за использование сервиса ClipSaver.ru
Samajwadi Party ki Machhlishahar se vidhayak Dr. Ragini Sonkar ne Uttar Pradesh Vidhan Sabha mein yuvaon ke rozgar ke mudde par zabardast bhashan diya. Unhone kaha ki aaj ka yuva degree lekar bhi berozgaar ghoom raha hai, jo bahut chinta ka vishay hai. Sarkar ko sirf aankdon ka khel nahi khelna chahiye, balki ground par real rozgar ke mauke paida karne chahiye. Dr. Ragini Sonkar ne maang ki ki khali pade sarkari padon par turant bharti nikali jaye, competitive exams mein transparency ho aur paper leak jaise mamlo par sakht karwai ho. Unhone yeh bhi kaha ki chhote aur madhyam udyogon ko badhava dekar local level par employment badhaya ja sakta hai. Apne bhashan mein unhone spasht kaha ki jab tak yuva mazboot nahi hoga, tab tak pradesh aur desh ki tarakki mumkin nahi hai. Sarkar ko yuvaon ke bhavishya ko priority deni chahiye. #RaginiSonkar #Machhlishahr #UPNews