У нас вы можете посмотреть бесплатно Maa Ka Bicharna - Hamd Zehra Ali | Ayyam E Fatima Sa | New Noha 2025 или скачать в максимальном доступном качестве, видео которое было загружено на ютуб. Для загрузки выберите вариант из формы ниже:
Если кнопки скачивания не
загрузились
НАЖМИТЕ ЗДЕСЬ или обновите страницу
Если возникают проблемы со скачиванием видео, пожалуйста напишите в поддержку по адресу внизу
страницы.
Спасибо за использование сервиса ClipSaver.ru
Subcribe To Our Channel / @artazaa Maa Ka Bicharna - Hamd Zehra Ali | Ayyam E Fatima Sa | New Noha 2025 ◉ Roman Lyrics Haaye Ammaa Haaye Ammaa Haaye Ammaa Haaye Ammaa Ek bachay ka maan se bichharna tum ko kaise bataoon main Ammaa Ek bachay ka maan se bichharna tum ko kaise bataoon main Ammaa Haaye us ghari dil hai zakhmi hamara tum ko kaise dikhaoon main Ammaa Ek bachay ka maan se bichharna tum ko kaise bataoon main Ammaa Ek bachay ka maan se bichharna tum ko kaise bataoon main Ammaa Ammaa pehlay hi tum ko pata hai dard maa ka tum ne saha hai Ammaa pehlay hi tum ko pata hai dard maa ka tum ne saha hai Dard maa ka tum ne saha hai Tum jo roothi ho bachon se apne tum ko kaise manaaoon main Ammaa Ek bachay ka maan se bichharna tum ko kaise bataoon main Ammaa Ek bachay ka maan se bichharna tum ko kaise bataoon main Ammaa Bole Shabbir mushkil hai jeena bin tumhare to paani bhi peena Bole Shabbir mushkil hai jeena bin tumhare to paani bhi peena Bin tumhare to paani bhi peena Roz khana khilati thi mujh ko tum ko khana khilaoon main Ammaa Ek bachay ka maan se bichharna tum ko kaise bataoon main Ammaa Ek bachay ka maan se bichharna tum ko kaise bataoon main Ammaa Ghar mein gham ki faza aaj chhaayi behnen roti hain rota hai bhai Ghar mein gham ki faza aaj chhaayi behnen roti hain rota hai bhai Behnen roti hain rota hai bhai Gham se Baba ka phatta hai seena un ko kaise rulaoon main Ammaa Ek bachay ka maan se bichharna tum ko kaise bataoon main Ammaa Ek bachay ka maan se bichharna tum ko kaise bataoon main Ammaa Haaye Hamd aur Zakir Ada ki farsh-e-gham bichh gayi Syeda ki Haaye Hamd aur Zakir Ada ki farsh-e-gham bichh gayi Syeda ki Farsh-e-gham bichh gayi Syeda ki Teri farsh-e-aza par yeh nauha tum suno to sunaoon main Ammaa Ek bachay ka maan se bichharna tum ko kaise bataoon main Ammaa Ek bachay ka maan se bichharna tum ko kaise bataoon main Ammaa ᯤSpotify | Ayyam E Fatimiyah - 2025 https://open.spotify.com/playlist/7uo... #ajareresalataza #bibifatima #fatimazehra #noha2025 #ayamefatima #yazahra #shahadatbibifatima #noha #ahlulbayt #fatimazahra Kalam Title : Maa Ka Bicharna Reciter : Hamd Zehra Ali Poet : Janab Zakir Imam Zakir Compose : Amir Zaidi Audio Rec : Tee Zee Production Mix Mastering : Tirmah Zaidi Edit & Post : Basit Midhati Video : K Zee Production Label : Ajareresalat.com ◉ Follow Ajareresalat Network TikTok : / ajareresalat Facebook : / ajareresalat Twitter : / ajareresalat Soundcloud : / ajareresalat110 instagram : / ajareresalat110 Snapchat : / ajareresalat Website : https://www.Ajareresalat.com