У нас вы можете посмотреть бесплатно Muskil Kusha Ke Betu Pe |Shanawaz Ali|Ayyam e Moula Ali A.s |21 Ramzan Noha 2024 или скачать в максимальном доступном качестве, видео которое было загружено на ютуб. Для загрузки выберите вариант из формы ниже:
Если кнопки скачивания не
загрузились
НАЖМИТЕ ЗДЕСЬ или обновите страницу
Если возникают проблемы со скачиванием видео, пожалуйста напишите в поддержку по адресу внизу
страницы.
Спасибо за использование сервиса ClipSaver.ru
Muskil Kusha Ke Betu Pe |Shanawaz Ali|Ayyam e Moula Ali A.s |21 Ramzan Noha 2024 ■Noha | Muskil Kusha Ke Betu Pe ■Reciter's| Shanawaz Ali .Alamdar. Mohd.Ayan ■Poet | Saqlain Akbar Sahab ■Soz | Ustad Waheed ul Hasan ■Chorus|Sonu Monu Rajab Ali Munawar Ali ■Audio| Recoding Nagarjuna ■Audio Mix | ODS Omar Qureshi Sb ■Video| Saber Jaffary ■Edit | Saab Production ■Translation| Nasreen Fatima ■Special Thanks| ■Syed Ishtiaq Hussain ■Veer Taqi .Nohakhan ■Aahil Nawaz ■Jaffar zehdi ■Irfan matami ■Azhar matami ■Mohd matami ■Raza zehdi. ■Noha lyrics.| Mushkil kusha Kay betaun pay mushkil ki ghadi hai. Mayyath ki rah rokay zainab Jo khadi hai. 1. Koofay may kyun hai barpa mahshar Kay jaisa manzar. Sar say utar gayi hai zainab Kay sar ki chadar. Paishani Murtaza ki kya zakhmi huvi hai. 2. Masjid se baba jaan ko Ghar la rahein hain betey. Kohraam betioun may Aisa macha hain jaisay. Phir Fatima Kay Ghar ki dehleez jali hai. 3. Pathar say maar Ney ko sab log hongey ekja. Ayegi kal jo zainab majma yahin pay hoga. Koofay ki Aaj viraan Jo Jo bhi gali hai. 4. Baba Kay samney Jo aayi na thi kabhi bhi. Zakhmi pidar se milney yun aayi hai wo beti. Peshaani per pidar ki peshaani rakhi hai. 5. Beti hoon aapki Mai beta nahi hoon baba. Koofay ka mujhko baba bazar kyun dikhaya. Baba say rokay zainab yeh pooch Rahi hai. 6. Baba ne jab yeh dekha shabbir ro rahein hain. Boley ke zabt rakhna abhi imtehaan badey hain. Tere sabr ka beta aagaaz yahi hai. 7. Hyder ka ek beta dehleez per khada tha. Hataun may tegh lekay hasrat say dekhta tha. Tewar bata rahein hain Abbas yehi hai. 8. Saqlain lekey jana siney pay daaghey matam. Bas nauha khetay rehna moula Ali ka har dam. Is dar ka hai Jo naukar qismat ka dhani hai. ... #moulaali2024 #newnohay2024 #Ayyam e Moula Ali #noha2024 #Yamoulaali #alimoula #kufa #masjidekufanoha Subscribe our channel / @shanawazaliofficial ■Watch more videos • New Nohay 2023 Nana Tare Hasnain Hain Hum|... • Baap Ki Lash Pe Roti Hai Tadap Kar Zainab ... • Musa Kazim A.S Diya Kadiya Ajj Kon Lahaway... 9 • KUFE MAIN TANHA HOGAYA | Shanawaz Ali | Ne... • Tere Gham Me Beemar Hun Main | New Noha | ... • MOHAMMED KA NAWASA HAI YEH IMAM HUSSAIN A.... • AJA ABBAS TUJHE RO RO BULAYE ZAINAB S.A | ... • Imam Sajjad A.S Noha | New Noha | Shanawaz... • 21 Ramzan Noha 2022 | Shahadat Mola Ali No... Subscribe our channel / @shanawazaliofficial