У нас вы можете посмотреть бесплатно Takhtupura Maghi Conference Huge Success | Sukhbir Singh Badal Ki Leadership Par Sarna Ka Bada Bayan или скачать в максимальном доступном качестве, видео которое было загружено на ютуб. Для загрузки выберите вариант из формы ниже:
Если кнопки скачивания не
загрузились
НАЖМИТЕ ЗДЕСЬ или обновите страницу
Если возникают проблемы со скачиванием видео, пожалуйста напишите в поддержку по адресу внизу
страницы.
Спасибо за использование сервиса ClipSaver.ru
Takhtupura (Moga) ki pavitra dharti par Maghi ke shubh avsar par hui Shiromani Akali Dal ki historic conference ne Punjab ki rajneeti mein naya sandesh diya hai. Is mauke par Shiromani Akali Dal ke President Sardar Sukhbir Singh Badal Ji ko dil se badhai dete hue Paramjit Singh Sarna ne Delhi Dialogues News Channel ko interview mein kaha ki yeh bhari jansabha Punjabis ke Akali Dal ke saath gehre rishte ka saboot hai. Paramjit Singh Sarna ne kaha ki Sukhbir Singh Badal Ji ki visionary leadership aur strong decision-making capacity ne ek baar phir sabit kar diya hai ki Shiromani Akali Dal hi Punjab ke haq aur vikas ki asli awaaz hai. Takhtupura Maghi Conference ne yeh saaf kar diya hai ki Punjab ki janta aaj bhi Akali Dal ke saath khadi hai. Poora interview aur political analysis dekhne ke liye video ant tak dekhein Like, Share aur Subscribe karna na bhoolein #TakhtupuraConference #MaghiConference #SukhbirSinghBadal #ShiromaniAkaliDal #AkaliDalZindabad #PunjabPolitics #ParamjitSinghSarna #DelhiDialogues #PunjabiNews #PoliticalNewsPunjab #PunjabDiAwaaz