У нас вы можете посмотреть бесплатно Kamatapur State Demand Kyun? | Koch-Rajbongshi ST Status, Kamtapuri Bhasha | Identity ki Ladai или скачать в максимальном доступном качестве, видео которое было загружено на ютуб. Для загрузки выберите вариант из формы ниже:
Если кнопки скачивания не
загрузились
НАЖМИТЕ ЗДЕСЬ или обновите страницу
Если возникают проблемы со скачиванием видео, пожалуйста напишите в поддержку по адресу внизу
страницы.
Спасибо за использование сервиса ClipSaver.ru
Doston, aaj hum baat kar rahe hain Kamatapur rajya ki demand ke baare mein – kyun ek naya state ki demand uth rahi hai aur kaun log isko lekar aage aa rahe hain Koch Rajbongshi samaj ka itihaas bahut hi gehra aur shaktishaali raha hai. Koch dynasty ke Raja Naranarayan aur Chilarai ne 16th century mein Kamatapur aur Cooch Behar ko ek shaktishaali rajya banaya tha... 📌 3 Bade Mudde: 1. Alag State Demand: Assam + WB ke districts (Cooch Behar, Alipurduar, Jalpaiguri, Dhubri, Kokrajhar, etc.) ko milakar "Kamatapur" banana. 2. ST Status Ka Sawal: Koch-Rajbongshiyonko OBC se hata kar Scheduled Tribe (ST)ka darja dilwana. 3. Bhasha ki Pehchaan: Kamta/Kamtapuri bhasha ko 8th Schedule mein constitutional recognition dilana. 🗳️ Political Parties ke Vade: BJP ne 2014/2019 mein Assam ke Koch-Rajbongshiyon ko ST status dene ka vada" kiya. TMCne Bengal mein Rajbongshi culture ke liye institutions banane ka wada kiya. Congress ne samadhan nikalne ka aswasan diya. Lekin aaj tak kuch nahi hua! 🔥 2024 Mein Kyun Tez Hui Demand? Assam mein BTR (Bodoland) banne ke baad, Koch-Rajbongshiyon ko laga ki unki apni pehchaan aur hak secure karne ke liye alag state ya council zaroori hai. Akhri Baat: "Kamatapur sirf ek statehood demand nahi hai... Ye Koch-Rajbongshiyon ki pehchaan ki ladai hai!" ➡️ COMMENT karo! channel ko subscribe kar or share karo 🙏 Disclaimer Ye video केवल educational purpose के लिए है। हम किसी आंदोलन/दल का समर्थन नहीं करते। Historical facts विद्वानों के research पर आधारित हैं।"* Kamatapur State Demand, Koch Rajbongshi ST Status, Kamtapuri Language, 8th Schedule Language, Kamatapur Movement, Koch Rajbongshi Identity, Raja Naranarayan History, Cooch Behar Statehood, Assam Bengal Border Dispute, AKRSU, Bodoland vs Kamatapur, North East Autonomy, Tribal Status India #kamatapur #kochrajbongshi #ststatus #kamatapuribasha #koch #indianhistory #assamhistory #kamatapurdemand #RajbongshiIdentity #NorthEastPolitics #narandermodi #westbangol #rajbongshi #culture #thekahanilibrary