У нас вы можете посмотреть бесплатно Pallavi left Us | Chup rehna bhi crime he hein или скачать в максимальном доступном качестве, видео которое было загружено на ютуб. Для загрузки выберите вариант из формы ниже:
Если кнопки скачивания не
загрузились
НАЖМИТЕ ЗДЕСЬ или обновите страницу
Если возникают проблемы со скачиванием видео, пожалуйста напишите в поддержку по адресу внизу
страницы.
Спасибо за использование сервиса ClipSaver.ru
Yeh video views ke liye nahi hai. Yeh ek shraddhanjali hai Pallavi (19) ke liye — ek student jinki death ne hum sab ko sochne par majboor kar diya. Reports ke according, is case mein caste discrimination aur sexual harassment jaise serious allegations saamne aaye hain. Is video ka purpose sirf awareness create karna hai, na ki kisi par final judgement dena. Yeh case mere college ke paas ka hai, isliye ek student aur citizen ke taur par maine chup rehna sahi nahi samjha. Yeh video hum sab se kuch sawaal poochti hai: • Kya hamari society students ke liye safe hai? • Kya ladkiyon ki awaaz waqt par suni jaati hai? • Aur kya silence bhi ek zimmedari hai? Pallavi ko shraddhanjali 🙏 Bhagwan unki aatma ko shanti de aur unke parivaar ko is dukh ko sehne ki shakti. Agar aap student, teacher ya parent hain, toh please baat karein, support karein aur chup na rahein. #pallavi #harassmentallegation #dharmshala This video is made only for awareness and condolence. Pallavi 19 Koi Suna Nahi student death india college harassment case caste discrimination india sexual harassment awareness student safety india justice for students indian education system mental health awareness women safety india student voice social awareness video real issues india condolence video Ashok professor harassment Pallavi Dharmshala State Government college Slow system Himachal Pardesh