У нас вы можете посмотреть бесплатно Kiya Abbas ne hamla, sarey sahil wafa chamki - Old Nauha from Lucknow или скачать в максимальном доступном качестве, видео которое было загружено на ютуб. Для загрузки выберите вариант из формы ниже:
Если кнопки скачивания не
загрузились
НАЖМИТЕ ЗДЕСЬ или обновите страницу
Если возникают проблемы со скачиванием видео, пожалуйста напишите в поддержку по адресу внизу
страницы.
Спасибо за использование сервиса ClipSaver.ru
Kiya Abbas ne hamla, sarey sahil wafa chamki - Old Nauha from Lucknow Poet: Janab Mahir Lucknowi Recited by: Janab Fazil Hussain Naqvi Lucknowi Anjuman: Raunak e Deen e Islam, Lucknow ==================== Kiya Abbas ne hamla, sarey sahil wafa chamki Kaha lashkar ne bhago, barqe noore Murtaza chamki Adu bhi deikhkar Abbas ko, aapas meiN kahte thEy Jala daleigi sahil ko, jo yeh bijli zara chamki Sadaey La'Fata se, Aayaey Tatheer tak suniye Ali ki Teigh runn meiN, ghar meiN Zahra ki rida chamki Gira Azraq bhi Marhab ki tarha, ghode se do hokar Hasan ke laal ki talwar jab, naame Khuda chamki Bana deewar meiN dar, Butt girey taaqoN se Kabey ke Haram meiN barq e Noor e Haidery, be'inteha chamki Ada jo zeire khanjar ho gaya, uss eik Sajde se Falak sharma gaya, aisi zameen e Karbala chamki Jagah deine lage ahle nazar, dil meiN SalamoN ko Tere ashaar meiN Mahir*, jo Salik ki ada chamki ===== Please Comment / Like / Share / Subscribe. You can download a BAYAAZ of all nauhas on this channel from: https://archive.org/details/BayaazOfO... Please Like my Official Facebook Page : / oldnohay #OldNohay #NohaWordings #LucknowNauhas #LucknowAnjuman #QadeemiNauha #NauhaLyrics