У нас вы можете посмотреть бесплатно झारखंड में 1857 का विद्रोह | Jharkhand mein 1857 ki Kranti | 1857 Revolt in Jharkhand или скачать в максимальном доступном качестве, видео которое было загружено на ютуб. Для загрузки выберите вариант из формы ниже:
Если кнопки скачивания не
загрузились
НАЖМИТЕ ЗДЕСЬ или обновите страницу
Если возникают проблемы со скачиванием видео, пожалуйста напишите в поддержку по адресу внизу
страницы.
Спасибо за использование сервиса ClipSaver.ru
Jharkhand Test (jharkhandtest.in) ki is special class mein aaj hum Jharkhand ke itihas ke sabse mahatvapurn panna yani 1857 ki Kranti ko samjhenge. Is video ko AI (Artificial Intelligence) ki madad se taiyar kiya gaya hai taaki aap krantikariyon ke balidan aur sangharsh ko visuals ke sath behtar dhang se yaad kar sakein. JSSC CGL, JPSC, Jharkhand Police aur Sahayak Acharya jaise exams mein is topic se 2-3 sawal pakka puche jate hain. Is video mein hum kya cover karenge? (Key Points): Shuruat (Beginning): 12 June 1857 ko Deoghar ke Rohini gaon se kranti ka aagaz. Mukhya Nayak (Lead Heroes): Tikait Umrao Singh, Sheikh Bhikhari, Nilamber-Pitamber, Pandey Ganpat Rai aur Vishwanath Shahdeo. Sthan (Locations): Hazaribagh, Ranchi, Palamu aur Singhbhum mein kranti ka prabhav. Important Facts: Kaun se angrez adhikari ne kaha vidroh ko dabaya? Exam Special: 1857 ki kranti se jude top MCQ facts. 🔗 Important Links - Join Us: 🌐 1857 ki Kranti ka Free Test hamari website par dein: https://jharkhandtest.in 📢 Telegram Channel (PDF & Notes ke liye): https://t.me/jharkhandtest_in 📝 Telegram Live Test Group (Daily Quiz): https://t.me/jharkhand_exam_test 💬 WhatsApp Channel (Quick Updates): https://whatsapp.com/channel/0029VbAp... ⚠️ Disclaimer (डिस्क्लेमर): 1. Fair Use Disclaimer: This video is for educational purposes only. Under Section 107 of the Copyright Act 1976, allowance is made for "fair use". 2. AI Content & Images Disclaimer: Is video mein use ki gayi tasveerein aur drishya AI (Artificial Intelligence) dwara nirmit hain. Ye keval educational purpose aur vishay ko behtar dhang se samjhane ke liye ek kalpanik prastuti (Representation) hain. Ye real photos nahi hain. Vastavik itihas ke liye pramanik kitabon ka sandarbh lein. #1857KiKrantijharkhand #JharkhandHistory #JSSC #JPSC #JharkhandTest #RevoltOf1857jharkhand #NilamberPitamber #AIEducation #JharkhandGK