У нас вы можете посмотреть бесплатно NORTHEAST FOOTBALL ROADMAP IS WORLD CLASS🔥 | MEGHALAYA 700CR STADIUM IS INSANE или скачать в максимальном доступном качестве, видео которое было загружено на ютуб. Для загрузки выберите вариант из формы ниже:
Если кнопки скачивания не
загрузились
НАЖМИТЕ ЗДЕСЬ или обновите страницу
Если возникают проблемы со скачиванием видео, пожалуйста напишите в поддержку по адресу внизу
страницы.
Спасибо за использование сервиса ClipSaver.ru
IN THIS VIDEO: NORTHEAST FOOTBALL ROADMAP IS WORLD CLASS🔥 | MEGHALAYA 700CR STADIUM IS INSANE NAMASTE DOSTO! 🇮🇳 Aaj iss video mein hum baat karenge ki kaise har ek Northeast state football ke development mein kamal kar raha hai. Sabse pehle baat karenge Meghalaya ke baare mein jahan announce hua hai ₹732 crore ka naya football stadium aur 50 naye football turfs across the state. Aur sirf stadium hi nahi, grassroots level par bhi Meghalaya ka plan next level hai. Uske baad hum discuss karenge Northeast United FC ke role ke baare mein, jinke owner John Abraham khud football ke liye kaafi passionate hain. Unhone har ek Northeast state ke saath collaboration start kiya hai taaki regional football ka ecosystem strong ban sake. Fir baat hogi Assam ke football future ke baare mein, kaise state government naye initiatives le rahi hai aur infrastructure improve kar rahi hai youth ke liye. Uske baad aayenge Arunachal Pradesh aur Manipur, jahan football sirf ek sport nahi balki ek emotion hai. Dono states mein young talent ko nurture karne ke liye serious kaam ho raha hai. TIMESTAMPS: 0:00 - 1:07 - NORTHEAST IS HOME OF INDIAN FOOTBALL 1:08 - 5:37 - MEGHALAYA ON NEXT LEVEL 5:38 - 9:45 - ROLE OF NORTHEAST UNITED 9:46 - 11:38 - BIG MOVE OF ASSAM 11:39 - 13:43 - ARUNACHAL & MANIPUR IN GAME 13:44 - 15:11 - GOLD FOR NORTHEAST & INDIAN FOOTBALL #indianfootball #indianfootballteam #indianfootballnews #northeastunitedfc #indiansuperleague #northeastindia