У нас вы можете посмотреть бесплатно Jhoola To Nazar Ayega Asghar Na Milega | Syed Farhan Hussain | Hussaini Dalan | Muharram 1443/2021 или скачать в максимальном доступном качестве, видео которое было загружено на ютуб. Для загрузки выберите вариант из формы ниже:
Если кнопки скачивания не
загрузились
НАЖМИТЕ ЗДЕСЬ или обновите страницу
Если возникают проблемы со скачиванием видео, пожалуйста напишите в поддержку по адресу внизу
страницы.
Спасибо за использование сервиса ClipSaver.ru
Noha : Jhoola To Nazar Ayega Asghar na Milega Noha Khuwan : Syed Farhan Hussain Facebook Page : / azadar.bd ●● NOHA LYRICS ● ● Jhoola to nazar aayega Jhoola na Jhoolawo are rona hai muqaddar ab aayega na wo Jhoolne walaa Aay madar-e-Asghar (Na milega na milega) (x2) Jhoola to nazar aayega Asghar na milega (x2) Ab saari khudayi mei Asghar naa milega Jhoola to nazar aayega Asghar na milega (x2) 1. Ab Jhoolaa Jhoolaa ne ko taras jayengi bahen Khayme mei kabhi dasht me dhundengi nigahe (Thak jayengi ye ankhe) (x2) Asghar na milega (Jhoola to nazar aayega Asghar na milega) (x2) 2. Ye soch ke rotaa hai mera dil bhi tarap kar Us waqt tere qalb pe kiyaa guzrengi muztar (Jab raato ko pehlu mei) (x2) Asghar naa milega (Jhoola to nazar aayega Asghar na milega) (x2) 3. Kya waqt-e-musibat hai Zaraa dekh ay dukhiyaa Kal jhule mei beshir tha aur pani nahi tha (Mil jaayegaa jab pani) (x2) Asghar na milega (Jhoola to nazar aayega Asghar na milega) (x2) 4. Saaye me na jawungi tu ghar lawt ke ajaa Har waqt tere hoto per hongaa hayi noha (Bin tere suku(n) maa ko) (x2) Asghar na milega (Jhoola to nazar aayega Asghar na milega) (x2) 5. Dhayenge layee(n) ham per abhi aur qayamat Dhundenge shaki dasht me beshir ki turbat (Shuhadaa ke saro me jab) (x2) Asghar na milega (Jhoola to nazar aayega Asghar na milega) (x2) 6. Are bin pani ke dunya se sidhra mera Asghar Jab aayega pani to meri pyaari si dukhtar (Dhundengi use ban me) (x2) Asghar na milega (Jhoola to nazar aayega Asghar na milega) (x2) 7. Zindan se riha ho ker jab jawonge tum ghar Har soch me dhundengi bohat royengi muztar (Jab fatema sughra ko) (x2) Asghar na milega (Jhoola to nazar aayega Asghar na milega) (x2) 9. Hatho me uthawongi jab pani ka kuza pani me Nazar aayegaa besheer kaa chehra (Bas aas nazar aayegaa) (x2) Asghar naa milega (Jhoola to nazar aayega Asghar na milega) (x2) 10. Yaad agenga reh reh kar jo Asghar ka humakna Aur shok shahadat me wo jhule me machal na (Tum dil ko mana lena) (x2) Asghar na milega (Jhoola to nazar aayega Asghar na milega) (x2) 11. Asghar ka shaluke jab nazar ayenge ghar me Ik dard sa us waqt bhi uthenga jigar me (Sab honge waha leykin) (x2) Asghar na milega (Jhoola to nazar aayega Asghar na milega) (x2) Ab saari khudayi mei Asghar na milega Jhoola to nazar aayega Asghar na milega (x2)