У нас вы можете посмотреть бесплатно Kalaam E Dard или скачать в максимальном доступном качестве, видео которое было загружено на ютуб. Для загрузки выберите вариант из формы ниже:
Если кнопки скачивания не
загрузились
НАЖМИТЕ ЗДЕСЬ или обновите страницу
Если возникают проблемы со скачиванием видео, пожалуйста напишите в поддержку по адресу внизу
страницы.
Спасибо за использование сервиса ClipSaver.ru
Tujhi Ko Jo Yaan Jalva-Farma Na Dekha Barabar Hai Duniya Ko Dekha Na Dekha Mira Ghuncha-E-Dil Hai Wo Dil Girafta Ki Jis Ko Kisu Ne Kabhu Wa Na Dekha Yagana Hai Tu Aah Beganagi Mein Koi Dusra Aur Aisa Na Dekha Aziyyat Museebat Malamat Balaen Tere Ishq Mein Hum Ne Kya Kya Na Dekha Kiya Mujh Ko Daaghon Ne Sarv-E-Charaghan Kabhu Tu Ne Aa Kar Tamasha Na Dekha Taghaful Ne Tere Ye Kuchh Din Dikhaye Idhar Tu Ne Lekin Na Dekha Na Dekha Hijab-E-Rukh-E-Yaar The Aap Hi Hum Khuli Aankh Jab Koi Parda Na Dekha Shab O Roz Ai 'Dard' Dar Pe Hoon Us Ke Kisu Ne Jise Yaan Na Samjha Na Dekha ~ Hazrat Khwaja Meer Dard R.A #sufismpoetry #kalaam #dard #urdupoetry #gazal #khawaja