У нас вы можете посмотреть бесплатно Faqeer - Hitch (Official Music Video) или скачать в максимальном доступном качестве, видео которое было загружено на ютуб. Для загрузки выберите вариант из формы ниже:
Если кнопки скачивания не
загрузились
НАЖМИТЕ ЗДЕСЬ или обновите страницу
Если возникают проблемы со скачиванием видео, пожалуйста напишите в поддержку по адресу внизу
страницы.
Спасибо за использование сервиса ClipSaver.ru
Follow FAQEER on Instagram :- / faqeerforever Audio Credits :- Song - Hitch Singer - Faqeer Lyrics - Faqeer Composer - Faqeer Music - VardZan, Adam Mahfuz Recorded, Mixed & Mastered - Recordso Studio, New Delhi Video Credits :- Starring - Faqeer & Jigyasa Tiwari Director - Mudit Sachdeva Assistant - Sidakk MUA & Hair - Raeena Shams VFX & Edit - Mudit Sachdeva Edit Assistance - Sidakk Graphic Designer - Sidakk Inquiries - [email protected] Follow FAQEER on Social Media Handles :- Instagram - / faqeerforever Facebook - / faqeerforever Twitter - / faqeerforever LYRICS :- Dil ki taarein, Tujhse baandhein, Dil ka kya kasoor. Kaali aankhein, Gehri baatein, Samjho na huzoor. Sard raatein, Teri yaadein, Na ho mujhse door. (Hmmm mmmm) Na ho mujhse door. Muskuraye tu saansein atke, Waqt ko beparwah krke, Saansein hai yeh ab toh laapta. Dil ka haal yeh kaisa hatke, Ishq karna hai hi lutt ke, Haan nashe mein tere kho gaya. Puch le na tu jaake rabb se, Intezaar mai baitha kab se , Mannaton mein tujhko maangta. Fadfadate yeh pankh mere, Dhundte tujhme sawere, Kaise main tujhko bataun. Jo bhi jaise sapne tere, Ho chuke hain apne mere, Kaise main tujhko dikhaun. Lafz mere hain lootere, Loot le tujhse andhere, Kaise main inko sajaun. Ruke-ruke se raastein, Poore-poore hain saath mein, Dheeme-dheeme tu muskura. Jalti-jalti yeh khwaishein, Khalti-khalti hain raat mein, Haule-haule apna le bana. Behti-behti yeh hawayein, Meethi-meethi de duayein, Mange toh mange aur kya. Dil ki taarein, Tujhse Baandhein, Dil ka kya kasoor. Kaali aankhein, Gehri baatein, Samjho na huzoor. Sard raatein, Teri Yaadein, Na ho mujhse door. (Hmmm mmmm)... Na ho mujhse door !! LIKE, SHARE & SUBSCRIBE.