У нас вы можете посмотреть бесплатно KSHMR, Yungsta, Lisa Mishra - Khoya Sab (Official Audio) или скачать в максимальном доступном качестве, видео которое было загружено на ютуб. Для загрузки выберите вариант из формы ниже:
Если кнопки скачивания не
загрузились
НАЖМИТЕ ЗДЕСЬ или обновите страницу
Если возникают проблемы со скачиванием видео, пожалуйста напишите в поддержку по адресу внизу
страницы.
Спасибо за использование сервиса ClipSaver.ru
Listen to the full KARAM album - https://link.welcometokshmr.com/karam Get KARAM Merch: https://www.creativeideas.store/kshmr KSHMR Website: https://welcometokshmr.com/ Instagram: / kshmr Facebook: / kshmrmusic Twitter: / kshmrmusic SoundCloud: / kshmr YouTube: https://www.youtube.com/user/KSHMRmus... Spotify: https://open.spotify.com/user/kshmrmu... Sign up for Dharma Studio here: https://www.dharmaworldwide.com/ DHARMA Website: https://www.dharmaworldwide.com/ Instagram: / dharmaworldwide Facebook: https://www.facebook.com/DharmaWorldw... Twitter: https://twitter.com/DharmaWorldwide?l SoundCloud: / dharmaworldwide YouTube: / @dharmaworldwide Spotify: https://open.spotify.com/user/xsl3oxa... TikTok: https://vm.tiktok.com/ZMJkwJ9Ww/ (LYRICS) Khoya saath lagey khoya sab Par ye aankhein kabhi royi nahi Uthaye jokhim humney rozz he naye Jab thi khaane ko Rozi roti nahi Mili izzat mili taakat Par talaasha maine chayn thoda jab na mila woh he kahin Khoja khudmei bhi aur Khoja jag Khudki khaamiyaan par khoji nahi Ye maaya ka hai Moh ni sahi Ye maaya ka hai Moh ni sahi Khoya pyaar ismei khoya sab Par ye aankhein kabhi royi nahi Royi nahi Kya hai sahi aur hai galat kya Mujhe ni pata hai farak kya Bas dekha apno ko sotey Bhookey peyt Aur jaanta hota woh Dard kya Chukaaye jo sarr the karzey mere Jo jeeta nahi mai woh shart kya Iss haar aur jeet ke beech mei rehta khauf mera aajae Antt na Dikhey bas Kohra aagey Lagey khudko he kho raha mai Kya tha mai Pehle aur kya bann gaya mai Karein ye izzat meri ya karein ye daya Mujhko dekh ke Choti pey hu khada mai Par Jaa rahi zameen ye pairon ke neechey sey fisal Iss maaya ke jaal sey chahu ke jaau mai nikal Rehti hai Apno ki jaano ki fikar Neendein haraam Karu mai shaant kaise sarr mei chalti aawaazon ko Hone ni deta kabhi namm inn aankhon ko Par Kaise badlu mai abb inn haalaaton ko Karne hain poorey kuch adhoorey khwaabon ko Kaise chalau mai waapas sey thami unn saanson ko Khoya saath lagey khoya sab Par ye aankhein kabhi royi nahi Uthaye jokhim humney rozz he naye Jab thi khaane ko Rozi roti nahi Mili izzat mili taakat Par talaasha maine chayn thoda jab na mila woh he kahin Khoja khudmei bhi aur Khoja jag Khudki khaamiyaan par khoji nahi Ye maaya ka hai Moh ni sahi Ye maaya ka hai Moh ni sahi Khoya pyaar ismei khoya sab Par ye aankhein kabhi royi nahi Royi nahi Mujhe lagta tha hu mai shaapit Fir pata chala ke mai khud he hu shraap Kitne jo khadey khilaaf Hai Meri Sangat kharaab Tha Mera Mattha kharaab jo kheecha tujhe bhi iss daldal mei Khatron sey bharey iss jungle mei Hai Mera kasoor Jaane diya tujhe ghar wapis akele uss raat Ye jaanke bhi ki ho rahi gun teri jam Aur dushman ney kardiya jung ka elaan Par na tha jaanta mai hogi meri kismat itni kharaab Ke usi din teri jaan ke aaengay peechhey woh Kartey Vaar bhi jo peechhey sey Gunshots Geedad ye puntar gali ke the Jabsey hui zindagi behtar apni Saaley jaltey tabhi sey the Aaya bhabhi ka call, tu gharpey aaya ni laut ke Aa paata jab tak samajh ke hua kya hai tab tak ho chuki thi bohot deyr Usney toh dey bhi di Maafi, par na kar paata mai khud he ko maaf Toot gaya andar sey mai bhi jab haathon mei mere toddi tuney Saans (lagey khoya sab) Khoya saath lagey khoya sab Par ye aankhein kabhi royi nahi Uthaye jokhim humney rozz he naye Jab thi khaane ko Rozi roti nahi Mili izzat mili taakat Par talaasha maine chayn thoda jab na mila woh he kahin Khoja khudmei bhi aur Khoja jag Khudki khaamiyaan par khoji nahi Ye maaya ka hai Moh ni sahi Ye maaya ka hai Moh ni sahi Khoya pyaar ismei khoya sab Par ye aankhein kabhi royi nahi Royi nahi Khoya saath lagey khoya sab Par ye aankhein kabhi royi nahi Uthaye jokhim humney rozz he naye Jab thi khaane ko Rozi roti nahi Mili izzat mili taakat Par talaasha maine chayn thoda jab na mila woh hai kahin Khoja khudmei bhi aur Khoja jag Khudki khaamiyaan par khoji nahi #KSHMR #DharmaWorldwide #KARAM