У нас вы можете посмотреть бесплатно Lajawab - Lyrics || Taimour Baig || Prod. Dizzla D Beats || Lyrics Video || SF LYRICS HUB || или скачать в максимальном доступном качестве, видео которое было загружено на ютуб. Для загрузки выберите вариант из формы ниже:
Если кнопки скачивания не
загрузились
НАЖМИТЕ ЗДЕСЬ или обновите страницу
Если возникают проблемы со скачиванием видео, пожалуйста напишите в поддержку по адресу внизу
страницы.
Спасибо за использование сервиса ClipSaver.ru
#lajawabhindisongs #lajawabhindisongs #lyrics #hindisong #taimourbaig #taimourbaig #taimour #taimourbaig #lyrics #lyrics #trendingsong Lyrics : 📝 Ham dono parhen Faiz hamein milte is se faiz nahi Zindagi shair jis me wazan kafia he hi nai Samandar ke kinaray bethe hain aur paun geelay Leke aya paani, unhon ne kaha aap pee lain Aap janab bare piyar se bulati thi wo Wo chale gayi to laga piyar karne wala nai he Us ke ek sawal pe me Lajawab Aaj jawab he mere paas, sawal karne wala nai he Yad he, pehle roz kaha tha Wafa karein ge ik dusre ko chaha tha Tumse kaha tha ke sorry nahi karna kabhi Ye dil ek taala isme chori nahi karna kabhi Usi jurm me tu aaj bhi raatein jagti he Pehle tu bhagti thi reply tu mangti he Pehle taimour famous nai tha Abhi bhi famous nai he Pehle tu meri thi sirf Ab tu kahin ki nai he [ Hook ] Meher posh main, teri main soch me Ik awaaz bhi nikalti tu mu se To mujh se poochti thi talluq kia he mera tera Main bolta tha jo jism ka he rooh se Umar kat gayi he tere intezar me Qeemat to qeemat nai thi lagti hazar me Saari baaton ka sirf ek hi afsos Dil se nikal kar tu jaa bethi bazar me Meri dastan ko kia nai qabool Meri wafa saari us ke liye fazool Bachi koi aas nahi, to ab itna bata Main ne chaha tujhe kia ye meri bhool Mere dimagh me wo chal rahe hain sawal tere Mere zehen me kiu aate he khayal tere Mayar tere, pe me utra nai Tere laakh samajhane par, bhi me sudhra nai Meri ghalti to meri wajah Teri ghalti to main kiu wajah Manzil to pata he par rasta nai jaane ka Raasta dhund bhi loon wasta nai he jaane ka Ab kisi se mera hisab nai he Meri aankho me dekh yaha koi khuwaab nai he Khoon ke ghunt pi raha hu main raat din Ye mera khoon he, ye sharab nai he Main sharabi hu meri aas na cheen please Tu meri aas he sharab nai he Noch phenke labon pe mene sawal Taqat shoqia he jawab nai he Ab to Punjab bhi Punjab nai he Aur khud jesa aab do aab nai he Zakham aabaad he, aane jaane ke Aur aisa koi bhi hisab nai he