У нас вы можете посмотреть бесплатно Sitaron Se Aage Jahan Aur Bhi Hain - Allama Iqbal - Malakoot!!! или скачать в максимальном доступном качестве, видео которое было загружено на ютуб. Для загрузки выберите вариант из формы ниже:
Если кнопки скачивания не
загрузились
НАЖМИТЕ ЗДЕСЬ или обновите страницу
Если возникают проблемы со скачиванием видео, пожалуйста напишите в поддержку по адресу внизу
страницы.
Спасибо за использование сервиса ClipSaver.ru
Assalam-o-Alaikum ; Fikar e iqbal related Allama iqbal mein hum ap ko aj batain gaye sitaron se aage jahan aur bhi hain .malakoot - Aur sitaron se aage kon kon se jahan hain har aik video mein aap doston ko aik hi jahan ka bataya jaye ga ke sitaron se aage (malakoot ) kon se jahan hai aur us jahan ki kiya khasyat hai aur humare jis bhi bhai ya bhen ko janna hon ke sitaron se aage kon se jahan hain aur un jahan ki kiya khasyat hai to wo humri sitaron se aage (malakoot) video ko pora dekhein . aur humari aj ki es sitaron se aage video mein aap ko jahan malakoot ke bare mein bataya gaya hai.#SitaronSeAage #AllamaIqbal #FikarEIqbal Sitaron Se Aage Jahan Aur Bhi Hain - Allama Iqbal - Malakoot Speech By Advocate Zuhaib Hazeef Mere aziz dosto sitaron se aage jahan aur bhi hain to humri aj ki video ka topic ho ga alam e malakoot hai . Sitaron se aage malakoot kiya hai kon sa jahan hai . Aj hum es ki thori si wazahat karte hain . Sitaron se aage jis tarhan se nele asman ke neche ye nasoot kehlata hai . Sitaron se aage nasoot se kafi guna bata aise hi malakoot kehlata hai . sitaron se aage dosre asman ke jo neche hai usy alam e malakoot kehte hain . Allama iqbal kehte hain fitrat ne bakhshe hain mujhe johar e malakooti . Khaqi hon magar rakhta nahi khaq se pewand yani ke khuda talah ne mujhe farishta sift banaya aur sitaron se aage alam e malakoot mein mujhe rasai di hai . garche jism jo khaq se bana hai magar andar ki makhloqein meri noori hain . noor ki taqat se hi mein sitaron se aage tak parwaz ki aur daire lagay . Sitaron se aage alam e malakoot mein 7 jannatein aur 7 jahanum hain . sitaron se aage aik boht bara jahan hai yahi jo insan harta hai . Us ki roh yehan jati hai 7 jannat aur 7 jahanum ke darmiyan us ki roh ko hisat hota hai . Sitaron se aage agar roh jannati hoi to jannat min bhej de jati hai aur agar jahanumi hoi to phir jahanum mein bhej de jati hai . Sitaron se aage agar roh jannati hoi to boht ki khobsurat jism diya jata hai aur jo jahanumi ho ga us ko aisa jism diya jaye ga jo aag to bardasht kare ga magar us ko mout na aye gi . sitaron se aage jo shakhs malakoot tak rasai rakhta hai us ke qalb mein roshni paida hoti hai. More Information Vist For / fikar_iqbal / advocate-zuhaib-hafeez-218700805689062 https://plus.google.com/1145692220105... I'm Muhmamad Zuhaib Advocate and a practice in lawyer.I am passionate in the message of Allama Iqbal.My channel is going to elaborate the message of Iqbal to the youth of Pakistan in true sense.