У нас вы можете посмотреть бесплатно Har Jagah Par Choti Ki Chez Sabar Hai | Dr Israr Ahmad или скачать в максимальном доступном качестве, видео которое было загружено на ютуб. Для загрузки выберите вариант из формы ниже:
Если кнопки скачивания не
загрузились
НАЖМИТЕ ЗДЕСЬ или обновите страницу
Если возникают проблемы со скачиванием видео, пожалуйста напишите в поддержку по адресу внизу
страницы.
Спасибо за использование сервиса ClipSaver.ru
Is bayan mein Dr Israr Ahmad رحمہ اللہ ne bohat hi gehri aur hikmat bhari baat bayan farmayi hai ke zindagi ke har imtihaan, har mushkil aur har aazmaish mein sab se aham cheez “Sabr” hai. Insaan ki kamyabi, deen par istiqamat aur Allah ki raza hasil karne ka raasta sabr se ho kar guzarta hai. Is bayan mein aap jaan sakain ge: Sabr ki haqeeqat kya hai? Quran aur Sunnat ki roshni mein sabr ki ahmiyat Mushkil halat mein momin ka rawaiya kaisa hona chahiye? Sabr aur kamyabi ka gehra ta’alluq Duniya aur aakhirat mein sabr ka ajar Ye bayan un tamam afraad ke liye rehnuma hai jo zindagi ke mushkil halaat mein ghabrahat ka shikar ho jate hain aur Allah ki madad ke muntazir hain. ✓ Video ko Like karein, Share karein aur Channel ko Subscribe karna na bhoolain taake mazeed islahi aur roohani bayanaat aap tak pohanchte rahen.